*Jab Bahut Se Shiao Rafziyo Ahlebayth Ke Imam Ke Paas Aaye To Kya Hua?*
Hazrat Imam *Ibn e Hajar Makki* Al Mutawaffah *974"*
*Hazrat Imam Zaid Bin Ali Bin Hussain رضي الله عنه Ne Khurooj Kiya Tha Kufa Ke Bahut Se Logo Ne Aapki Bayth Ki Aur Shiao Rafziyo Ki Kaseer Tadad Ne Apki Khidmat Me Hazir Hokar Kaha Aap Hazrat Abu Bakr Siddiq Aur Hazrat Umar Se Bezari Ka Izhar Kare Tu Tab Hum Aapki Bayth Karege Tu Hazrat Imam Zaid Ne Ye Baat Qubool Karne Se Inkar Kar Diya To Un Logo Ne Kaha Hum Apko Sahibay Fazilat Mante Hai To Hazrat Imam Zaid Ne Irshad Farmaya Chale Jao Tum Rafzi Ho Us Waqt Shio Ka Naam Rafzi Ho Gaya*
Reference Book
*Al Sawaiq Al-Muhriqah* [Published *Maktabat Fayad al-Qahira* Misr
Vol *1* Page *167*
📗📄👇🏻
No comments:
Post a Comment
Don't comment any spam link in comment box