*Hazrat Imam Hasan Ke Shehzade Ne Kya Elan Kiya*
Hazrat Imam *Ibn e Hajar Makki* Al Mutawaffah *974* Hijri Likhte Hain
*Hazrat Sayyidina Abdullah Bin Imam Hasan رضي الله عنه Ne Farmaya Allah Ta'ala Ki Kasam Jo Shakhs Hazrat Abu Bakr Siddiq رضي الله عنه Aur Hazrat Umar e Farooq رضي الله عنه Se Bezari* (La'taluqi) *Ka Izhar Karega Allah Uski Tauba Qubool Nahi Farmaye Ga Sayyidina Abu Bakr Siddiq Aur Sayyidina Umar Wo To Mere Dil ❤️Me Rehte Hai Aur Me Unke Liye Allah Ta'ala Se Dua Mangta Hon Taki Mujhe Sayyidina Abu Bakr Siddiq Aur Sayyidina Umar Ki Qurbat Hasil Ho*
```Subhan'Allah Subhan'Allah```
Reference Book
*Al Sawaiq al-Muhriqah* [Published *DKI* Beirut
Vol *1* Page *83*
📄📗👇🏻
No comments:
Post a Comment
Don't comment any spam link in comment box