*Hazrat Abu Bakr Siddiq Aur Hazrat Umar Se Bezari Hazrat Ali Se Bezari Hai*
Hazrat Imam *Ibn e Hajar* Makki Likhte Hain
*Hazrat Sayyidina Zaid Bin Ali رضي الله عنه Ne Farmaya Me Nahi Janta Hazrat Abu Bakr Siddiq Aur Hazrat Umar e Farooq Se Kaun Bezari Ka Izhar Karta Hai Allah Ki Kasam Hazrat Abu Bakr Siddiq Aur Hazrat Umar Se Bezari Ka Izhar Karna Hazrat Ali رضي الله عنه Se Bezari Ka Izhar Hai Khuwa Koi Pehle Kare Ya Baad Me*
*Discussion*
_Yani Pta Chala Ki Jo Aaj Naam Nihad Muhib e Ahlebayth Hai Aur Shaykhain Karimain Se Bezari Aur Unki Shan Me Gustakhi Bakwasaat Karte Hai Wo Asl Me Hazrat Ali رضي الله عنه Ki Hoti Hai_
Reference Book
*Al Sawaiq Al Muhriqah* Published *Maktabat Fayad al-Qahira* Egypt
Vol *1* Page *167*
📗📄👇🏻
No comments:
Post a Comment
Don't comment any spam link in comment box