*Kya Hazrat Ayesha Siddiqa رضي الله عنها Ka Nikah 6 Saal Ki Age Par Hua?*
_Aaj Kuch RSS BJP Ki Kanjade Famous Hone Ke Liye Hamare Aaqa Muhammad Mustafa ﷺ Ki Shan Me Bakwasaat Karti Hai Kuch Nahi Mila Tu Aapka Hazrat Sayyeda Ayesha Se Nikah Karne Par Jhoot Bol Diya Ki 6 Saal Ki Ladki Se Nikah Kiya_
_Hazrat Ayesha رضي الله عنها Se Huzoor ﷺ Ne Jab Nikah Farmaya To Us Waqt Hazrat Ayesha رضي الله عنها Ki Age 6 Ya 9 Saal Nahi Balke Nikah Ke Waqt Hazrat Ayesha رضي الله عنها Ki Age 19 Saal Thi Aur Rukh'sati 22 Saal Ki Omr Me Hui_
Hazrat Imam *Nawawi* Al Mutawaffah *676* Hijri رحمة الله عليه Likhte Hain
*Kyunke Hazrat Ayesha رضي الله عنها Ki Badi Sister Hazrat Sayyeda Asma رضي الله عنها Hazrat Ayesha رضي الله عنها Se 10 Saal Badi Thi Aur Hazrat Asma رضي الله عنها Ka Wisaal 100 Se Zyada Ki Omr Me 73 Hijri Me Hua Aur 1 Hijri Me Jab Hazrat Sayyeda Asma رضي الله عنها Ki Age 27 Saal Thi To Hazrat Ayesha رضي الله عنها Ki Age 17 Saal Hui Aur Nikah 2 Hijri Me Hua Yani Jab Hazrat Ayesha رضي الله عنها Ka Nikah Huzoor ﷺ Se Hua To Us Waqt Aapki Age 19 Saal Thi Aur Rukh'sati 22 Saal Ki Age Par*
Reference Book
*Tahzeeb al-Ism'ah wal-Lughaat*
Vol *2* Page *208*
📄📗🫵🏼
*Hazrat Ayesha Ka Nikah Six Years Me Nahi Balke 19 Saal Ki Age Par Hua Aur Rukhsati 20 Age Par*
🐷 *Nupur Sharma*🥴 I.N.R.D 🫣Expos
Hazrat Imam *Bukhari* Hadith Code Karte Hain
¹ _Hazrat *Ayesha* Siddiqa رضي الله عنها Farmati Hai Makkah Me Jab Huzoor ﷺ Par Ye Ayat [Sureh Qamar] *{بَلِ السَّاعَةُ مَوْعِدُهُمْ وَالسَّاعَةُ أَدْهَى وَأَمَرُّ}* Nazil Hui Thi To Me Us Waqt *لَجَارِيَةٌ* Thi (La'jariya Arabic Me *9* & *10* Saal Ki Ladki) Ko Bola Jata Hai_
Ref : *Bukhari 4993*
² *Hazrat Abdullah Bin Umar رضي الله عنه Farmate Hai Jang e Uhad Ke Mawke Par Wo Jang Me Shamil Hone Ke Liye Pesh Hue Tu Unhe Ijazat Na Mili Us Waqt Unki Age 14 Saal Thi Phir Jang e Khandaq Ke Mawke Par Pesh Hue To Ijazat Mil Gai Us Waqt Unki Age 15 Se Zyada Thi*
Ref: *Bukhari 2664*
³ *Hazrat Anas رضي الله عنه Kehte Hai Jang e Uhad Me Mene Dekha Ki Hazrat Ayesha Siddiqa رضي الله عنها Aur Hazrat Umme Sulaim رضي الله عنها Wo Apna izaar Uthaye Mujahideen e Islam Ki Madad Me Bahut Tezi Ke Saath Masroof* (Busy) *Thi Aur Bahut Tezi Ke Saath Daurkar Pani Ke Mash'kize Uthakar Apni Pitho Me Liye Ja Rahi Hoti*
Ref: *Bukhari 3811*
*Discussion*
*¹* _Aur Sureh Qamar Hijrat Se *9* Saal Pehle Nazil Hui Aur Hazrat *Ayesha* Se Nikah *10* Saal Baad *2* Hijri Me Hua To Isse Confirmed Ho Gaya Ki Nikah Ke Waqt Hazrat Ayesha Ki Age *9+10* *19* Saal Thi._
*²* _Agar Hazrat Ayesha Ki Age Nikah Ke Waqt *6* Saal Aur Rukh'sati *9* Saal Ki Age Me Yani *2* Hijri Ko Hui Tu Jang e Uhad *3* Hijri Me Hua Tu Uske According Aapki Age Sirf *10* Saal Hui?? Kya Koi 10 Saal Ki Ladki Ko Jang Me Le Jayega?? Hargis Nahi Agar Aisa Tha Tu Jang e Uhad Me Koi *15* Saal Se Kam Age Wala Shamil Hi Nahi Kiya Gaya To *10* Saal Wali Kaise Shamil Ho Sakti Hai?_ *To Isse Bhi Confirmed Hua Ki Nikah Ke Waqt Age 19 Saal Thi Aur Jang e Uhad Me Hazrat Ayesha Ki Age 20 Saal Se Zyada Ki Thi Isi Liye Shamil Ki Gai.*
*³* _Kya Koi 10 Saal Ki Bacchi Jang e Maidan Me Aisa Kaam Kar?? Aqlan Aur Naqlan Dono Se Ye Baat Impossible (असंभव) Hai??🤔🙄_ *To Isse Bhi Confirmed Ho Gaya Ki Jang e Uhad Me Aapki Age 21 Years Old Thi Aur Hazrat Ayesha Ki Nikah Ke Waqt Age 19 Saal Thi Aur Rukhsati Ke Waqt 20'&'21 Saal.*
```See Look Scan Pages```
📗📄🫵🏼
*6 & 9 Year's Wali Hadith Fabricated Aur Radd Hai*
*Hisham Bin Urwah* Kehte Hai Ki Mene Suna Ki Hazrat Ayesha Siddiqa رضي الله عنها Ka Nikah 6 Saal Ki Omr Par Hua Aur Rukhsati 9 Saal Par
*Bukhari* Book of Marriage
_Is Riwayat Ka Mean Raawi *Hisham Bin Urwah* Hai Unhone Isko Suna Na Ki Hazrat Ayesha رضي الله عنها Se Direct Sunkar Bayan Ki Aur Ye *Hisham Bin Urwah* Ne Ahle Iraq Se Suna Aur Hisham Bin Urwah Ki Yad'dast (Memory) Sahi Nahi Thi Unpar Imamo Ne Jirah Ki Hai_
Hazrat Imam *Zehbi* Al Mutawaffah *748* Hijri Likhte Hain
Hazrat Imam *Yaqub Ibn Shayba* Al Mutawaffah *262* Hijri Farmate Hain *Hisham Bin Urwah Jab Tak Siqah Thay Jab Tak Wo Iraq Nahi Gaye The Aur Jo Riwayaat Unhone Ahle Iraq Se Li Wo Radd Hai Aur Farmaya Hisham Bin Urwah Ne Jo Hadeese Iraqiyo Se Li Hai Unme Wahem (Uljhao भ्रम) Ka Imkan Hai Aur Wo Qabil e Qubool Nahi*
Ref: *Siyar A'lam An-Nubala*
Vol *1* Pg *36*
Hazrat Imam *Ibn e Hajar Asqalani* Al Mutawaffah *852* Hijri Likhte Hain
Hazrat Imam *Ibn e Qattan* Al Mutawaffah *628* Hijri Farmate Hain *Hisham Bin Urwah Ka Hafiza Akhiri Waqt Me Badal Gaya Tha Aur Unki Hadeeso Me Wahem Hai*
*Imam Ibn e Qattan Aur Imam Zehbi Farmate Hain Hisham Bin Urwah Ne Bahut Se Qisse (Riwayate) Bayan Kiye Jo Unhone Nahi Sune*
Ref: *Tabaqat al-Mudaliseen*
Vol *1* Raqam *30*
Discussion
*6 Saal Me Nikah Aur 9 Saal Ki Age Par Rukhsati Wali Jo Riwayat Bukhari Me Hai Usme Likhne Ya Bayan Karne Wale Raawi Se Sunne Me Mistake Ki Puri Possibility (Imkan) Hai*
*For Example*
_22 (बाईस) Ke English Me 2 Word Hain Twenty Two Waise Hi 16 Aur 19 Ke Liye Arabic Me 2 Word Hai_
*16 Ke liye (ستة عشر Sittah-o-Taash)*
*19 Ke liye (تسعة عشر Tis'sa-o-Taash)*
_To Raawi Ko Mistake Aur Wahem Yahan Par Hua Ek Itne Lambe Gap Ke Baad Raawi Log Yeh 2 Word Ki Jagah Single Word Use Karne Lage Matlab Sirf *ستة* (Sittah) Jisko Arabic *6* Bola Jata Hai Aur Isi Tarah *تسعة* (Tissah) Jisko Arabic Me *9* Bola Jata Hai_
*Jaise Twenty Two Ko Sirf Two Bola Jaye Aur Twenty Na Use Kiya Jaye Tu 2 Hoga Waise Hi Arabic Me Hua*
*Analysis*
_Tu Pta Chala Ki Ye Jo Bukhari Ki 6 Saal Ki Age Par Nikah Aur 9 Saal Ki Age Par Rukhsati Wali Bukhari Ki Hadith Hai Wo Radd Hai Na Usse Daleel Li Jayegi Balke Ye Hadith Fabricated (Jhooti) Hai_
📗📄🫵🏼
Aur agr Koi isi par tulah hai ki nhi Bukhari me 6 saal thi tu sureh Qamar ke nazil ke Waqt 10 saal omr kiski Thi? Jang Uhad me kyun Shamil ki gai Hazrat asma Radi'Allahu'Anhna se 10 saal kaun chota tha?
Mazeed dalael k liye ye bayan zaroor sune
👇👇
Gustakhiya karne wale Waladuzzina zara apni ghar ki kitabe bhi padh le
👇👇
1)
Ram Ne Sita Se 6 Saal Ki Age Me Vivah Kiya
3)
No comments:
Post a Comment
Don't comment any spam link in comment box