Agar Har Kalma Padhne Wala Musalman hai to Karbala Me Imam e Husain Ko Jisne Shaheed Kiya Wo Bhi To Kalma Padhne Wale The!!!
.
Must Read Full Post And Share,
.
Jab koi Haq Kehta hai to Logo ko Bura Lagta hai, Aur Haq Baat Kadwi hoti hai,
Ahlesunnat wal Jamat jab Allah o Rasool (ﷺ) ke Ishq me Badmazhabo ka Radd karte hai to Kuch Log Kehte hai ke Kisiko Bura nahi kehna chahiye, Hamare Nabi (ﷺ) ne bhi Kisiko Bura nahi kaha to Suno, Hamare Nabi (ﷺ) ne Apne Dushmano ko Maaf kiya Par Jab koi Allah ki Shaan me Gustakhi Karta To Hamare Nabi (ﷺ) Sahaba ko Use Qatl ka Hukm Dete.., to Isse Pata Chala Ke Hum bhi Apne Zaati Dushmano ko Maaf kare Par Jab koi Allah o Rasool Sahaba wa Ahlebait wa Auliya ki Shaan m Gustakhi kare to Fir Usse Na Hame Rishta Rakhna hai Na koi Talluk, Jab koi Hamare Maa Baap Ya Rishtedar ko Jinse Hum Muhabbat karte hai Unke Baare me kuch kehde to Hum Ladte Jhagadte hai, Par Jab Koi Huzoor (ﷺ) ki Shaan me Gustakhi karta hai to Hum kyu Kehte hai ke kisiko Bura mat kaho, Matlab Huzoor (ﷺ) se zyada Rishtedaro Maa Baap se Muhabbat hai (معاذلله), Agar Aisa hai to Hamara Imaan hi nahi, kyu ki,
Pyare Aaqa Janabe Muhammad e Mustafa (ﷺ) Ka Farmane Aalishaan hai (Mafhum):: Meri Muhabbat hi Imaan hai..,
Aur Farmate hai (Mafhum):: Tum me se koi shaks Uss waqt tak MOMIN nahi hosakta jab tak ke me Uske Nazdik Uske Waalid, Aulad, Aur Tamam Logo se Mehbub na Hojao (Sahih Bukhari)
To Sochiye Jo Koi Allah O Rasool ki Shaan me Gustakhi kare wo Kaise Musalman Hosakta hai...
Gour o Fikar karne wali baat hai Mere Islami Bhaiyo aur Bheno Isliye Har Kalma padhnewala Musalman nahi Hosakta...
Allah Hame Imaan ke Lutero se Bachaye🙏Aameen Yaa Rabbal Alameen Bi Jaahi Nabiyyil Kareem Wa Tufail-E-Ghaus-E-Aazam Dastageer...!!!

No comments:
Post a Comment
Don't comment any spam link in comment box