*Qayamat Kab Aayegi Huzoor ﷺ Jantay Hain*
_Rasool Allah ﷺ Ne 1500 Saal Pehle Hi Qayamat Ki Sari Choti Badi Alamate Bata Di Aur Usne Se Bahut Ho Chuki Aur Ho Rahi Hai Aur Kuch Hone Wali Hai_ *But Qayamat Aayegi Kab Ye Allah Janta Hai Aur Uski Ata Se Uske Rasool*
Hazrat Imam *Qastalani* Al Mutawaffah *923* Hijri *Surah Raad* Ki Tafsir Me Likhte Hain
_Koi Nahi Jaanta Siwaye Allah ﷻ Ke Ki Qayamat Kab Aayegi?_ *Lekin Uske Mehboob Rasool Bande Jise Allah ﷻ Chahe Usay Batade Aur Wali Uska Taaabe Hote Hai Ussey Hasil Karte Hai.*
_Yani Qayamat Kab Aayegi Ye Allah Ke Siwa Koi Nahi Janta Hai Lekin Allah Ta'ala Apne Mehboob Rasoolo Me Jisse Chaha Usko Iska Bhi Ilm Ata Karta Hai Ke Wo Bhi Jantay Hain Ke Qayamat Kab Aayegi Lekin Wo Duniya Walo Par Zahir Nahi Karte Hain_
*Reference Book*
Irshad us Saari fi Sharah al Bukhari
Vol *10* Page *322*
*Scan Page*
📄📗👇🏼

No comments:
Post a Comment
Don't comment any spam link in comment box