*Hazrat Adam Se Hazrat Abdullah Aur Hazrat Hawwa Se Hazrat Amina Tak Sab Momineen Hain* By Qur'an
Sureh Ash-Shu'ara Ayat *217*
*وَتَوَكَّلْ عَلَى الْعَزِيزِ الرَّحِيمِ*
Sureh Ash-Shu'ara Ayat *218*
*الَّذِي يَرَاكَ حِينَ تَقُومُ*
Sureh Ash-Shu'ara Ayat *219*
*وَتَقَلُّبَكَ فِي السَّاجِدِينَ*
Tarjuma Translate
*¹Aur Allah Par Yaqeen Karo Jo Izzat Wala Maher'ban Hai. ²Allah Tumhe Dekhta Hai Jab Tum Khade Hote Ho (Namaz) . ³Aur Allah Namaziyo Me Tumhare Noor e Daure Ko (Muntaqil Hote Hue Bhi Dekha Raha Tha.*
*Tafseer This Ayat*
Hazrat Imam Abu al-Barakat 'Abdullah *al-Nasafi 710* Hijri Apni Kitab *Tafsir e Madarik* Vol *2* Page *587* Par Likhte Hain
Namaziyo Yani Sajda Karne Walon Se Murad *Imaan Wale Hain Jinki Pusht Me Huzoor ﷺ Ka Noor Muntaqil Hota Raha*
Aur *Hazrat Adam عليه السلام Se Lekar Hazrat Abdullah عليه السلام Aur Hazrat Hawwa عليه السلام Se Lekar Hazrat Sayyeda Amina عليه السلام Tak Sab Imaan Walon Ke Pusht Aur Raham Me Rasool Allah ﷺ Ka Noor Muntaqil Hota Raha Usko Bhi Allah Dekh Raha Tha*
Phir Imam Aage Likhte Hain *Isse Sabit Hua Ke Hazrat Adam Se Lekar Hazrat Abdullah Tak Sab Momineen Imaan Wale The*
Hazrat Imam Abu Faraz *Ibn e Jawzi* Al Mutawaffah *597* Hijri Apni Kitab *Tafsir Zaad ul Maseer* Ke Safa No *1038* Par Is Ayat Ki Tafsir Me Likhte Hain
*Hazrat Abdullah Bin Abbas رضي الله عنه Is Ayat Ki Tafsir Karte Hue Farmate Hain As Sajideen Yani Namaziyo Sajda Karne Walon Se Murad Ambiya e Kiram Hai Jinke Pusht Me Rasool Allah ﷺ Ka Noor Muntaqil (Phirta) Raha Aur Phir Wo Noor Huzoor ﷺ Ke Aaba o Aajdad Jo Ke Gair Nabi The Unse Hote Hue Huzoor ﷺ Ke Walidain Hazrat Abdullah رضي الله عنه Se Hota Hua Hazrat Sayyeda Amina عليه السلام Ke Raham Tak Paucha Jo Ke Sab Kufr o Shirk Se Paak Thay*
Subhan'Allah
Aur Yahi Tafseer *Hazrat Imam Hussain Al Baghvi Al Mutawaffah 516 Hijri* Apni Kitab Tafsir e Baghvi Page *949* Par Ki Hai
Aur Yahi Tafsir *Hazrat Imam Qurtubi Al Mutawaffah 671 Hijri* Ne Apni Kitab Al Jame al Qur'an lil Tafsir e Qurtubi Vol *16* Page *84-&-85* Par Likha Hai
*Scan Pages Here*
📗📄👇🏼

No comments:
Post a Comment
Don't comment any spam link in comment box