*Nabiyo Ke Baad Is Ummat Ke Behtareen Log Kaun*
Hazrat Imam Mansur Tabri *Lalqai* Al Mutawaffah *418* Hijri Likhte Hain
*Hazrat Imam Ali Ibn Madini Al Mutawaffah 234 Hijri Farmate Hai*
_Rasool Allah ﷺ Ke Baad Is Ummat Ke Behtareen (Ala) Log_ *Hazrat Abu Bakr Siddiq رضي الله عنه Phir Hazrat Umar e Farooq رضي الله عنه Phir Hazrat Usman e Ghani رضي الله عنه Hain*
Phir Imam Aage Farmate Hain
*Hum In Tino Hazraat Ko Isi Tarah Muqaddam (Fazilat) Dete Hain Jis Tarah Huzoor ﷺ Ke Tamam Sahaba Inko Muqaddam Karte Thay (Fazilat) Me Aur Is Masle Me Sahaba e Karaam Ke Beech Me Koi Bhi Ikhtilaf Na Tha*
Subhan'Allah
*رسول اللہﷺ کے بعد اس امت کے بہترین لوگ حضرت ابوبکر الصدیق پھر حضرت عمر پھر حضرت عثمان بن عفان رضی اللہ عنہم ہیں*
*ہم ان تینوں کو اسی طرح مقدم کرتے ہیں جس طرح حضورﷺ کے (تمام) صحابہ مقدم کرتے تھے اور (اس معاملے میں) رسول اللہ ﷺ کے صحابہ کے مابین کوئی اختلاف نہ تھا!*
*Reference Book*
Sharah Usool Aaitiqad Ahle Sunnat wa Jamat
Page *178* Raqam *318*
*Scan Page*
📗📄👇🏼

No comments:
Post a Comment
Don't comment any spam link in comment box