*Huzoor ﷺ Ka ilm e Gaib Aur Hazrat Mehdi Ke Halaat*
_Hazrat Abu Saeed Khudari رضي الله عنه Riwayat Kartey Hain Ke Huzoor ﷺ Ney Farmaya_
*Mehdi Mujh Sey (Ya’ni Meri Nasal Sey) Ho’n Gey. Un Ka Chehra Khoob Nooraani, Chamakdaar Aur Naazuk Naak Buland Hogi. Zameen Ko Adalo Insaaf Sey Bhar Dengey. Jis Tarah Pehley Woh Zulm Aur Zor Sey Bhari Hogi*
_(Matlab Yeh Hey Ke Imame Mehdi Ki Khilaafat Sey Pehley Duniya Mey Zulm Wa Zyaadati Ki Hukmaraani Hogi Aur Adalo Insaaf Ka Naamon Nishaan Tak Na Hoga Aur Woh Saat Saal Tak Badshahat (Khilaafat) Karey Gey.”_
*Subhan'Allah*
*Hazrat Imam Mehdi عليه السلام Qayamat Ke Kareeb Me Paida Honge But Mere Aaqa ﷺ Ka ilm e Gaib Dekho Ki 1500 Saal Pehle Hi Bata Diya Ki Unka Chehra Aisa Unki Naak Aisi Aur Unse Pehle Duniya Me Zulm o Sitam Fitna Fasad Bahut Zyada Hoga Aur Wo Kitne Saal Khilafat Karege Sab*
_Is Hadith Ko Imam Hakim Al Nayshapuri Al Mutawaffah 405 Hijri Ne Apni Kitab *Al Mustadrak Ala Sahihain* Jild *4* Hadees No *8438* Par Bhi Likha Aur Isko *Sahih* Karar Diya_
*Reference Book*
Sunan Abu Dawud *[Published Library Albani]* & *[Published Dartwaiq Saudi Riyadh]*
Vol *4* Hadees *4285*
Hadith is *Hasan*
*Scan Page*
📗📄👇🏼

No comments:
Post a Comment
Don't comment any spam link in comment box