Sunni hanafi Barelwi k aqaid ka saboot quran o hadees ki roshni me our badmajhab wahabi,deobandi,etc k batil aqaid ka radd quran o hadees ki roshni me scan k sathh pesh kiye gae hai


Monday, July 6, 2020

Huzoor ﷺ Ki Shafa'at Sabse Pehle Kinke Liye

*Huzoor ﷺ Ki Shafa'at Sabse Pehle Kinke Liye*❓

*Hazrat Imam Tabarani Al Mutawaffah 360 Hijri*
&
*Hazrat Imam Daylami Al Mutawaffah 509 Hijri*
Apni Hadees'o Ki Kitabo Me Likhte Hain

_Hazrat Abdullah Bin Umar رضي الله عنه Bayan Karte Hain Ki Huzoor ﷺ Ne Farmaya_
*Apni Ummat Me Se Sab Se Pehle Jis Ke Liye Mein Shafa’at Karunga Woh Mere Ahl-E-Bayt Hain, Phir Jo Quraysh Me Se Hai Phir Mere Qaribi Rishtedaar Hain, Phir Ansar Ki Phir Unki Jo Yaman Me Se Mujh Par Iman Laaye Aur Meri Ittiba’ Ki Phir Tamam Arab Ki Phir Ajam Ki Aur Sab Se Pehle Mein Jinki Shafa’at Karunga Woh Ahl-E-Fazl Honge.”*

*References Books*
Al-Mu’jam-ul-Kabir, Vol *12* Hadees *13550*
*&*
Musnad-ul-Firdaws
Vol *1* Hadees *29*
*Scan Page*
📗📄👇🏼

No comments:

Post a Comment

Don't comment any spam link in comment box

Huzoor ﷺ Ka ilm e Gaib Aur Yazeed Ka Fitna

 *Huzoor ﷺ Ka ilm e Gaib Aur Yazeed Ka Fitna* ¹ Hazrat Imam *Na'eem Bin Hammad* Bin Muawiya Al Mutawaffah *228* Hijri & ² Hazrat Ima...