*Huzoor ﷺ Hazir Nazir Bhi Hain Aur Madad'ghar Bhi*
_Wahabi Deobandi Ahle'hagees Najdi Kehte Hai Ke Musalmano Ke Nabi ﷺ Hazir Nazir Nahi Hai Aur Na Kisi Madad Kar Sakte Hai Kuch *Yahudiyo* Se Badtar *Wahabiyon* Ne Yaha Tak Likha Hai Ki Musalmano Ke Nabi ﷺ Apni Beti Ko Nahi Bacha Sakte Hai Tu Tumhari Kya Madad Karege Aur Tumhe Kya Bachaye Ge_ *Astagfirullah*
_Hazrat Noman Bin Bashir رضي الله عنه Se Riwayat Hai Ke Jab Hazrat Usman رضي الله عنه Ghar Me Mehsoor (Qaid) Hogaye To Roze Se Rehne Lage Ek Din Iftaar Ka Waqt Aaya To Unhon Ne Bulwaaiyon *(Us Waqt Ke Wahabi)* Se Iftaar Ke Liye Shireeni Aur Paani Manga Magar Zalimo Ne Paani Dene Se Inkaar Kar Diya Hazrat Usman رضي الله عنه Ne Tashnagi Ke Aalam Main Raat Ghuzari Phir Jab Saher Ka Waqt Aaya To Aap Ne Farmaya Ke_ *Rasool Allah ﷺ Is Chat Se Ronaq Afroz Huwe Aur Rasool Allah ﷺ Ke Saath Paani Ka Dol (Bowl) Tha Rasool Allah ﷺ Ne Farmaya Aye Usman رضي الله عنه Paani Piyo To Mene Paani Piya Yahan Tak Ke Main Seraab Hogaya Phir Farmaya Aur Ziyadah Piyo To Mene Aur Piya Yahan Tak Ke Main Ser Hogaya"*
Allahu'akbar'kabira
_Ye Waqia Hazrat Usman رضي الله عنه Ke Saath Jo Hua Wo Huzoor ﷺ Ke Duniya Se Parda (Wisaal) Farmane Ke *25* Saal Baad Hua_
*To Pta Chala Ke Aaqa ﷺ Hamare Allah ﷻ Ki Ata Se Hazir Nazir Bhi Hai Jaha Chaye Ja Sakte Hai Aur Jiski Madad Chahe Uski Madad Bhi Karte Hain Aur Ye Bhi Jantay Hain Ke Kaun Kis Haal Me Hai Apne Gulamo Ki Pyas Tak Ki Khabr Hamare Aaqa ﷺ Ko Rehti Hai Jabi Tu Hazrat Usman Ke Liye Paani Saath Me Laye Kyunke Aaqa ﷺ Dekh Rahe The Ke Wo Pyase Hai*
*Reference Book*
Khasais ul Kubra
Vol *2* Page *209*
*Scan Page*
📗📄👇🏼

No comments:
Post a Comment
Don't comment any spam link in comment box