Huzoor ﷺ Ka Farman Nabiyo Ke Baad *Sabse Afzal Abu Bakr Siddiq Hain*
_Hazrat Abu Darda رضي الله عنه Farmate Hai Ki Ek Din Me Hazrat Abu Bakr Siddiq رضي الله عنه Ke Aage Aage Ja Raha Tha Nabi Kareem ﷺ Ne Jab Mujhe Dekha Ki Me Abu Bakr Siddiq رضي الله عنه Ke Aage Hon Toh Huzoor ﷺ Ne Farmaya_ *Aye Abu Darda رضي الله عنه Toh Uss Shakhs Ke Aage Aage Chalta Hai Jo Tujhse Duniya o Akhirat Me Behtar (Ala) Hai Phir Farmaya Nabiyo Rasoolo Ke Baad Koi Aisa Shakhs Nahi Hai Jispar Suraj Ne Tuloh Kiya Ho Jo Abu Bakr Siddiq رضي الله عنه Se Afzal Ho*
'Subhan'Allah Allahu'akbar'
_Yani Aaqa ﷺ Khud Irshad Farma Rahe Hai Wo Bhi Ek Khud Itne Jalilul Qadr Sahabi Se Ki Ambiya Aur Nabiyo Ke_ *Baad Sabse Afzal Ala Sirf Abu Bakr Siddiq Hain*
*Reference Book*
Fazail Sahaba *(Writer Imam Ahmad Bin Hambal Al Mutawaffah 241 Hijri)*
Hadees No *135*
*Scan Page*
📗📄👇🏼

No comments:
Post a Comment
Don't comment any spam link in comment box