*Huzoor ﷺ Salam Ka Jawab Dete Hain*
_Hazrat Imam *Samhudi* Al Mutawaffah *911* Hijri Likhte Hai_
_Hazrat Sulaiman Bin Sahim Ne Kaha Mene Khuwab Me Nabi Kareem ﷺ Ko Dekha Aur Arz Ki Ya Rasool Allah ﷺ Jo Aap Par Salam Padhte Hai Kya Aap Unke Salam Ko Sunte Hai?_ *To Rasool ﷺ Ne Farmaya Ha Me Sunta Hon Balke Unke Salam Ka Jawab Bhi Deta Hon*
*Aage Imam Likhte Hain*
_Hazrat Ibrahim Bin Bashar Kehte Hai Ki Me Kai Saal Baad Hajj Ko Gaya_ *Phir Madine Shareef Paucha Aur Roza e Rasool Par Hazir Hokar Salam Arz Kiya To Qabr e Aqdas Se Salam Ka Jawab Aaya Walaykum Asslam*
_Bukhari Muslim Ki Hadith Hai_ *"Huzoor ﷺ Ne Khud Irshad Farmaya Jisne Mujhe Khuwab Me Dekha Usne Mujhe Hi Dekha Kyunke Shaitan Meri Surat Nahi Bana Sakta Meri Shakl Me Nahi Aa Sakta*
*Reference Book*
Wafa ul Wafa bi Akhbar dar al Mustafa
Vol *4* Page *179*
📗📄👇🏼

No comments:
Post a Comment
Don't comment any spam link in comment box