*Ambiya Ki Mazaro Me Barkat Hai* By Qur'an
Sureh Al Isra Ayat *1*
*سُبْحَانَ الَّذِي أَسْرَىٰ بِعَبْدِهِ لَيْلًا مِّنَ الْمَسْجِدِ الْحَرَامِ إِلَى الْمَسْجِدِ الْأَقْصَى الَّذِي بَارَكْنَا حَوْلَهُ لِنُرِيَهُ مِنْ آيَاتِنَا ۚ إِنَّهُ هُوَ السَّمِيعُ الْبَصِيرُ*
*Tarjuma Translate*
_Paaki Hai Use' Jo Apne Bande Ko (Muhammad ﷺ)' Ko Raato Raat Le Gaya Masjid e Haram (Makkah) Se Masjid e Aqsa (Palestine) Tak *Jiske Ird Gird Hamne Barkat Rakh' khi* 'Ki Hum Usay Apni Azeem Nishaniya Dikhaye Beshaq Wo Sunta Aur Dekhta Hai_
*Tafseer Explains*
_Hazrat Imam Fakhruddin *Raazi* Al Mutawaffah *606* Hijri رحمۃ اللہ علیہ Is Ayat Ki Tafsir Me Likhte Hai_
*Masjid e Aqsa Ke Ird Gird Barkat Hai Iska Matlab (Meaning) Ye Ki Waha Par Ambiya e Kiram Ke Qabre (Mazaraat)* Hai Jinko Allah ﷻ Barkat Keh Raha Hai
*Conclusion* Khulasa
_Jab Ambiya Rasoolo Ke Mazaaraat Ka Aalam Ye He_ *To Roza e Rasool ﷺ Ka Aalam Kya Hoga.*
*Reference Book*
Tafsir e Kabir *[Arabic to Turkish]*
Vol *14* Page *389*
*Scan Page*
📗📄👇🏼

No comments:
Post a Comment
Don't comment any spam link in comment box