*Qur'an Ka Hukm Huzoor ﷺ Ke Wasile Aur Shafa'at Se Dua Karo*
*Quran* Sureh Nisa Ayat *64*
*وَمَا أَرْسَلْنَا مِن رَّسُولٍ إِلَّا لِيُطَاعَ بِإِذْنِ اللَّهِ ۚ وَلَوْ أَنَّهُمْ إِذ ظَّلَمُوا أَنفُسَهُمْ جَاءُوكَ فَاسْتَغْفَرُوا اللَّهَ وَاسْتَغْفَرَ لَهُمُ الرَّسُولُ لَوَجَدُوا اللَّهَ تَوَّابًا رَّحِيمًا*
*Translate*
_Aur Humne Koi Rasool Na Bheja Magar Is Liye Ki Allah Ke Hukm Se Uski Ita'at Ki Jaye Aur Agar Jab Wah Apni Jano Par Zulm Kare To Aye_ *Habib ﷺ Tumhari Bargah Hazir Ho Aur Phir Allah Se Maafi Chahe Aur Rasool ﷺ Unki Shafa'at Kare To Zaror Allah Ko Bahut Tauba Qubool Karne Wala Maher'ban Paye*
*Is Ayat Ke According Mufassir e Quran Hazrat Imam Abu Ishaq Al-Tha'labi Al Mutawaffah 427 Hijri Ek Hadith Likhte Hai*
*Hazrat Maula Ali رضي الله عنه Bayan Karte Hain*
_Nabi Kareem ﷺ Ke Duniya Se Parda Farmane Ke Baad Ek Aarabi Qabr e Aqdas e Par Hazir Hua Aur Phir Qabr e Aqdas Ki Muqaddas Khaak e Shifa Apne Sar Par Daali Aur Arz Karne Laga *Ya Rasool Allah ﷺ* Jo Apne Farmaya Humne Suna Aur Jo Aap ﷺ Par Nazil Hua Usme Yeh Ayat Bhi Hai *وَلَوْاَنَّھُمْ اِذْ ظَّلَمُوْا* Beshak Mene Apni Jaan Par Zulm Kiya Aur Apke Huzur Me Allah ﷻ Se Apne Gunah Ki Bakh'shish Chahne Hazir Hua Toh Mere Rab Ta'ala Se Mere Gunah Ki Bakh'shish Shafa'at Karaye Ispar_ *Qabr e Aqdas Se Aawaz Aayi Ki Teri Bakh'shish Shafa’at Ki Gai”.*
Subhan'Allah
_Pta Chala Ki Allah Ta'ala Ka Khud Irshad Hai Mere Rasool ﷺ Ka Wasila Shafa'at Log Unse Fariyad Karo_
*Reference Book*
Tafsir e Salabi
Vol *2* Page *314*
*&*
Saudi Wahabi *Tafsir e Kaseer* Vol *2* *348*
*Scan Page*
📗📄👇🏼

No comments:
Post a Comment
Don't comment any spam link in comment box