*Hazrat Ali Shaykhain Par Fazilat Dene Wale Ko Saza Dete*
_Hazrat Imam Muhammad Shaybani Al Mutawaffah *189* Hijri Likhte Hain_
*Hazrat Imam Qazi Abu Yusuf Al Mutawaffah 181 Hijri Hazrat Imam Abu Hanifa Al Mutawaffah 150 Hijri Se Riwayat Hai*
_Hazrat Ali رضي الله عنه Ki Bargah Me Ek Shakhs Aaya Usne Kaha Aye Ali Mene Bade Bade Behtar (Afzal) Log Dekhe Lekin Aap Jaisa Behtar Shakhs Koi Nahi Dekha To Hazrat Ali رضي الله عنه Ne Farmaya Kya Tune Nabi Kareem ﷺ Ko Dekha Hai? Usne Kaha Nahi Phir Farmaya Kya Tune Hazrat Abu Bakr Siddiq Aur Hazrat Umar Ko Dekha Hai? Usne Kaha Nahi Phir Aap Ne Farmaya_ *Agar Tu Ye Keh Deta Ki Mene Nabi Kareem ﷺ Ko Dekha Hai To Me Teri Gardan Uda Deta Kyunke Nabi Kareem ﷺ Mujhe Behtar (Ala) Hai Aur Agar Tu Ye Kehta Ki Mene Hazrat Abu Bakr Siddiq Aur Hazrat Umar Ko Dekha Hai To Me Tujhe Sakht Saza Deta Kyun Ki Hazrat Abu Bakr Siddiq Aur Hazrat Umar e Farooq Mujhe Behtar (Afzal) Hain*
*Reference Book*
Kitabul Aa'saar
Page *207* Raqam *924*
*Scan Page*
📗📄👇🏼

No comments:
Post a Comment
Don't comment any spam link in comment box