Sunni hanafi Barelwi k aqaid ka saboot quran o hadees ki roshni me our badmajhab wahabi,deobandi,etc k batil aqaid ka radd quran o hadees ki roshni me scan k sathh pesh kiye gae hai


Friday, April 17, 2020

Za'eef Hadees Par Amal By Imam Nawawi

*Za'eef Hadees Par Amal By Imam Nawawi*

_Sahih Muslim Ki Sharah Likhne Wale_ *Hazrat Imam Nawawi Al Mutawaffah 676 Hijri رحمۃ اللہ علیہ Likhte Hain*

_“Muhaddiseen Aur Fuqaha Aur Unke alawa Aima Ulama Ne Farmaya Hai Ki_ *Zaeef Hadees Par Amal Karna Fazail wa Amal Aur Targheeb Aur Tarheeb Dua'on Me Jais Aur Mustahab Hai Jabki Wo Hadees Mangharat Na Ho”*

_Yani Imam Nawawi Ne Bata Diya Ki Zaeef Hadees'o Par Amal Karna Jais Hai Bas Mawzu Hadees Wo Na Ho_

*Reference Book*
Kitab al Azkar
Page *31*
*Scan Page*
📄📗👇🏼

No comments:

Post a Comment

Don't comment any spam link in comment box

Huzoor ﷺ Ka ilm e Gaib Aur Yazeed Ka Fitna

 *Huzoor ﷺ Ka ilm e Gaib Aur Yazeed Ka Fitna* ¹ Hazrat Imam *Na'eem Bin Hammad* Bin Muawiya Al Mutawaffah *228* Hijri & ² Hazrat Ima...