Sunni hanafi Barelwi k aqaid ka saboot quran o hadees ki roshni me our badmajhab wahabi,deobandi,etc k batil aqaid ka radd quran o hadees ki roshni me scan k sathh pesh kiye gae hai


Friday, April 17, 2020

Mayyat Ko Dafan Karne Ke Baad Dua Aur Quran Padhna

*Mayyat Ko Dafan Karne Ke Baad Dua Aur Quran Padhna*

_Ahle'hagees Gair Muqallid Selfie Najdan Kehti 💃🏿 Hai Ki Tum Logo Ne Bid'at Nikali Hai Dafan Karne Ke Baad Qabr Ke Pas Sab Milke Dua Karte Ho Quran Padhte Ho_

_Hazrat Imam Nawawi Al Mutawaffah *676* Hijri رحمۃ اللہ علیہ Ne Ek Pura Baab Bandha (Chapter) Likha_
*Mayyat Ko Dafnane Ke Baad Uski Qabr Par Dua Karna, Astagfaar Karna, Aur Quran Padhna,*

_Hazrat Imam Shafai Al Mutawaffah 204 Hijri رحمۃ اللہ علیہ Farmate Hain_ *Mustahab Ye Hai Ki Dafnane Ke Baad Marne Wale Musalman Ki Qabr Ke Paas Quran Ki Ayat Tilawat Kare Ya Pura Para Padhe To Behtar Hai Aur Uski Maghfirat Ki Dua Kare Uske Liye Astagfaar Kare*

*Reference Book*
Riyadhus Saliheen
Page *284*
*Scan Page*
📗📄👇🏼

No comments:

Post a Comment

Don't comment any spam link in comment box

Huzoor ﷺ Ka ilm e Gaib Aur Yazeed Ka Fitna

 *Huzoor ﷺ Ka ilm e Gaib Aur Yazeed Ka Fitna* ¹ Hazrat Imam *Na'eem Bin Hammad* Bin Muawiya Al Mutawaffah *228* Hijri & ² Hazrat Ima...