Sunni hanafi Barelwi k aqaid ka saboot quran o hadees ki roshni me our badmajhab wahabi,deobandi,etc k batil aqaid ka radd quran o hadees ki roshni me scan k sathh pesh kiye gae hai


Showing posts with label History of wahabiand deobandi. Show all posts
Showing posts with label History of wahabiand deobandi. Show all posts

Wednesday, November 9, 2022

Wahabio Najdio Ka Zulm

 *Wahabio Najdio Ka Zulm*


Khadim e Haramain Sharifain wa Nigra Jazira e Arab Janab *Ayyub Sabri Pasha* Wisaal *1890* Isvi Likhte Hain


*Jab Bad'bakht Khinzeer Wahabi Sahaba Auliya Saliheen Ki Qabro Ke Gumbado Ko Shaheed Tod Rahe The Tu Unka Irada Ye Bhi Tha Ki Wo Hazrat Abdullah Bin Abbas رضي الله عنه Ki Qabr Ko Khod Kar Unke Jism e Aqdas Ko Jala De Tu Wo Jab Unki Mazar Sharif Par Gaye Aur Qabr Sharif Ka Ghilaf Hataya Tu Ek Ajeeb Si Mahek Har Taraf Fel Gai Jiski Haybat Se Wahabi Piche Hat Gaye*


۞ Ye Hai In Saudi Wahabi Najdio Ki Haqiqat Jo Yahudio Se Badtar Hai

*Aur Isse Ye Bhi Maloom Ki Saudi Najdi Kafiro Se Pehle Sab Mazarat Par Gumbad Aur Qabro Par Chadare Hoti Thi*


Reference Book

*Tarikh al-Wahabiya*

Vol *1* Page *30*

📗📄👇



Thursday, November 3, 2022

Jab Saudi Wahabio Ne Huzoor ﷺ Ke Gumbad Ko Ghirane Chale

 *Jab Saudi Wahabio Ne Huzoor ﷺ Ke Gumbad Ko Ghirane Chale* 


Aal e Saud Najdio Ke Supporter Sheikh *Rashid Raza Misri* Death' 1935 Likhta Hai


*Jab Saud Bin Abdul Aziz Najdi* (كافر) *Ne 13vi Sadi Hijri Ki Shuruaat Me Haramain Sharifain Me Kabza Kar Liya Phir Haram e Nabawi Ke Qubba* (Dome) *Ke Upar Se Sone* (Gold) *Ka Hilal* (Moon) *Aur Qurra Utaar Liya Aur Wahabi Huzoor ﷺ Ke Gumbad e Khazra Sharif Ko Bhi Ghirana Chahte The Lekin Un Najdi Qarkuno Mese Jo Hilal Aur Qurra Mazkura Ko Utarne Ke Liye Upar Chade The Wahi Najdi Jab Gumbad e Khazra Ko Todne Upar Chade Tu 2 Najdi Admi Niche Ghir Kar Mar Gaye Jiska Natijah Yeh Hua Ki Wahabio Ne Qubba Sharif Ghirane Ka Irada Tark* (छोड़) *Diya*


*हरमे नबवी के कुब्बा के ऊपर से सोने का हिलाल और कुरह उतार लिया था और वह कुब्बा को भी गिराना चाहते थे, लेकिन उन काकुनों में से जो हिलाल और कुरह मज़्कूरा को उतारने के लिए ऊपर चढ़े थे, दो आदमी नीचे गिर कर मर गये, जिसका नतीजा यह हुआ कि उन्होंने कुब्बा गिराने का इरादा तर्क कर दिया।*


۞ Yani Saudi Wahabi Najdi Yahud o Nasara Se Bhi Zyada Badtar Kafir Hai


Reference Book

*Al-Wahabiyun wal-Hijaz*

Vol *1* Page *56*

📄👇



Monday, May 9, 2022

Wahabiyon Ka Ahle'hagees Tak Ka Safar

 *Wahabiyon Ka Ahle'hagees Tak Ka Safar* 🇬🇧


Famous Ahle'hagees Wahabi Mulla *Abdul Majid Sohdri* Likhta Hai 


*Mulla Muhammad Hussain Batalwi Ahle'hagees Iska Watan Batala Tha Magar Qayam Zyada Tar Lahore Hi Me Raha Pehle Bati Gate Ki Masjid Me Iqamat Karte Rahe Phir Chiniya Wali Masjid Me Aa Gaye Lahore Me 8 Raqat Tarawih Ki Shuruat Aap Hi Se Hui Ishat us-Sunnah* (Ahle'hagees Ki Authentic Book) *Ke Zariye Ahle'hagees Gair Muqallid Ki Bahut Khidmat Ki Lafz e Wahabi Aap Hi Ki Koshish Se Sarkari Daftaro* (British Government Offices) *Aur Kaghzaat Se Mansukh* (Khatm) *Hua Aur Jamat Ko Ahle'hagees Ke Naam Se Mawsun Kiya* (Yani Jana Pehchana) Gaya


Hawala Note Ahle'hagees Authentic Book

*Sirat e Sanai*

 Jild *1* Safa *452*

🇬🇧📄👇🏻


Friday, June 4, 2021

Husamul Haramain Aur Deobandiyo Ka Fareb

 *Husamul Haramain Aur Deobandiyo Ka Fareb*


_Jab Ahle'sunnat wa Jamat Ke Mujaddid e Hind-o-Arab Sayyidi *Alahazrat* Al Mutawaffah *1340* Hijri رضي الله عنه Ne Deobandiyo Jamatiyo Ke Dharam Ki Buniyad Rakhne Wale Mulla'in *Thanvi, Gangohi, Nanautvi, Ambethvi* Ki Gustakhiyan Aur Unke Kufriya Aqaid Ko Duniya Ke Samne Expose Karke Unke Bid'ati Aqeede Ki Takfeer Ki To Pak-o-Hind Ke Motabar Ulma e Kiram Ne Iski Tasdik Ki Aur Fatwa Diya Balke Arab Shareef Ke Akabir Ulama Ma'shaikh Bil'khosus *Makkah Shareef Aur Madina Shareef* Ke Ulma Ne Bhi Inki Gustakhiyan Padhne Ke Baad Unko Kafir Karar Diya Aur Farmaya In Gustakhiyon Ko Janne Ke Baad Jo Inke Kufr Me Shak Kare Wo Bhi Kafir Hai Aur Un Fatawa Ko *Husamul Haramain* Kaha Jata Hai_


_To Deobandiyo Jamati Log Apni Jahil Gawar Aawam Ko Tasalli Dene Ke Liye Unse Jhoot Bolte Hai Ki Ye Iba'rat Urdu Me Pesh Ki Gai Ulama e Haramain Ke Samne Kabhi Kehte Hai Ki Aadhi Iba'rat Pesh Ki Gai Kabhi Kehte Hai Ki Sirf Alahazrat Ke Kehne Par Fatwa Diya_ *Bechare Deobandi Itna Kawwa Kha Kha Kar Apni Aql Aur Ha'waas Bhi Kho Baithe Hai* 😝🤣 


Tumhari Jamat Ka Ek Bahut Bada Aalim *Manzur Nomani* Deobandi Apni Kitab *"Fatuhat e Nommaniya* Ke Safa *No.16* Par Likhta Hai Ke Ye Kitabe Urdu Me Likhi Gayi Thi (Gustakhana Iba'rat Wali) Aur *Hazrat Imam Ahmed Raza رضي الله عنه Ne Iska Arabi Me Tarjuma (Translate) Kiya Aur Ulama e Makkah Wa Madina Ke Samne Pesh Kiya* 


_Lo Deobandiyo Tumhari Hi Badi Mulla'in Ne Clear Kar Diya Ki Wo Iba'rate Alahazrat Ne Urdu Me Nahi Balke Arabic Me Pesh Ki_


*Sab Se Badi Daleel Tumhare Ghar Ke Mulla Hi Ke Qalam Se Jaise Ke Tumhara Kahena Hai Ki Alahazrat Ne Wo Ibarat Urdu Me Pesh Ki Aur Ulama e Arab Ko Urdu Nahi Aati Thi Phir Aage Chal Kar Tumne Ek Aisi Baat Kari Hai Ki Alahazrat Ne Adhi Ibarat Pesh Ki Tumhara Dusra Jumla Pehle Ki Nafi (Radd) Kar Raha Hai Aur Pehle Dusre Ki Seedhi Si Baat Hai Jab Ulama e Haramain Urdu Jante Hi Nahi The Aur Sirf Alahazrat Ke Kehne Par Fatwa De Diya To Alahazrat Ko Aadhi Ibarat Pesh Karne Ki Zarurat Hi Kiya Thi? Poori Kitab Bhi Bata Dete To Fatwa Wahi Aata Kyonki Fatwa Ibarat Dekh Kar Nahi Alahazrat Ne Jo Kaha Hai Us Par Aaya Hai* (Ba Qaul Tum Deobandiyo Ke)


_Ab Aap Hi Kahiye Ki Kya Yaha Ye Qayda Sadiq Nahi Aata Ki Jhoot Ko Sirf Jhoot Se Hi Sabit Kiya Jaa Sakta Hai ? Aur Agar Tumhari Dusri Baat Maan Li Jaye Ki Aadhi Ibarat Wali To Sabit Hota Hai Ki Ulama e Haramain Ne Ibarat Dekh Kar Fatwa Diya Hai Yani Inke Hi Fareb Se Ye Baat Sabit Ho Gai Ki Ibarat Urdu Me Nahi *Arabi* Me Pesh Ki Gai_


_Aur Hajj Ke Dauran Alahazrat رحمۃ اللہ علیہ Ne Un Gustakhiyan Wali Ibarato Ko *Al Motamad Al Mustanad* Me Arabi Language Me Likh Kar *20* Ulama e Makkah Aur *13* Ulama e Madinah Ke Samne Pesh Kiya_


Reference Book

*Husamul Haramain* [English]

Page *5*

*Scan Page*

📄📗👇🏼


*Ulamaa of Haramain Tayyibain Ka Deobandi Mullao Par Kufr Ka Fatwa Aur Deobandiyo Ke Aitraaz Ke Jawabaat*
Part *2*

*33 Ullama e Makkah Wa Madinah*
_Ne In Deobandiyo Ki Gustakhiyan Padhne Ke Baad Inpar Kufr Ka Fatwa Lagaya Hain Aur Un 33 Ulama Mein_

*Mufti Muhammad Abdul Haq Mujahir ilahabadi Bhi The Jo Hindustan Ki Dharti Pe The Hindustan Ki Sar Zameen Se Hijraat Karke Makkah Shareef Tashrif Legaye*

_Deobandi Apni Jahil Bid'ati Aawam Ko Dhoka Dete Hud Kehta Hai Hazrat Imam Ahmed Raza رحمۃ اللہ علیہ Ne Arab Ke Ulama Ko Dhoka Deke Fatwe Lagaye, Arab Ke Ulama Ko Urdu Nahi Aati Thi_ 

_Agar Ba Qaul Deobandi Ke Urdu Ibaraat Pesh Kiye Gaye Toh  *Mufti Muhammad Abdul Haq Mujahir Makki* Wo Khud Urdu Jantey The Unhone Phir Kyu Deobandi Mullao Ki Ibaraat Padke Kufr Ka Fatwa Lagaya_

*Mufti Muhammad Abdul Haq Mujahir Makki* Ki Kitaab *“Al-Duru al-Munazzam* Market Mein Dastiyab (Available) Hain Jo *Urdu* Mein Hain

_Wo 5 Deobandi Mulla'in Jinko Ulama Haramain Tayyibain Ne Kufr Ka Fatwa Lagaya_

*🐷Ashraf Ali Thanvi* كافر
*🐷Rashid Ahmed Gangohi* كافر
*🐷Khalil Ahmed Ambethwi* كافر
*🐷Qasim Nanautvi* كافر
🐗Mirza Gulam Ahmak Qadiyani *X-Wahabi Gair Muqallid*

_Ala Hazrat Imam Ahmed Raza رحمۃ اللہ علیہ Ne In Gustakhana Ibaraat Ko Pesh Kiya Tha Makkah Shareef Aur Madina Shareef Aur Digar Ulama e Arab Ke Samne Wo Ye Kitabo Ki Gustakhiyan Thi_

*Hifzul Imaan* Safa no *15* (Ashraf Ali Thanvi) *Bahrain-e-Qatia* Safa no *51-52* (Khalil Ambethwi)
*Fatawa-e-Rashidia* Safa no *237* (Rashid Gangohi)
*Tahzeerun Naaz* Safa no *40-85* (Qassim Nanotwi

*Scan Page*
👇🏼📗📄



*Wahabi Deobandi Ke Kufr Me Shak Karne Wala Kafir* By Ulama e Haramain Sharifayn

*Aaj Bahut Se Apne Aapko Sunni Kehne Wale Deobandiyo Wahabiyon Ke Aqaid e Kufriya Janne Ke Baad Bhi Inko Musalman Mante Hai Aur Inke Piche Namaz Padte Hai Wo Apne Iman Ki Khair Manaye*

_Jab Deobandiyo Ke Bade Mulla'in Ne Allah ﷻ Aur Uske Rasool ﷺ Ki Shan Me Badtareen Gustakhiyan Apni Kitabo Me Likhi Tu *Alahazrat* Al Mutawaffah *1340* رضي الله عنه Ne Unki Gustakhiyan Padkar Aur Unke Bid'ati Aqeede Dekh Kar Unpar Kufr Ka Fatwa Diya Aur Jab *Alahazrat* رضي الله عنه Hajj Par Gaye Tu Wahan Un Mullao Ki Gustakhiyon Wali Ibarat Arabic Translation Karke Makkah Aur Madinah Shareef Ke Ulama e Kiram Ke Samne Pesh Ki Wo Ye Hai_

*Alahazrat* رحمۃ اللہ علیہ _Likhte Hai Mirza Gulam Ahmak *Qadyani*, (Ejaz-e-Ahmadi-&-Izala-tul-Auham) Rashid Ahmak *Gangohi*, (Fatawa-e-Rashid) Khalil Ahmak *Ambethvi*, (Braheen-e-Qatiah) Jo Asl Me Work *Gangohi* Ka Hai Jisko Ambethvi Ki Taraf Mansub Kar Diya, Qasim *Nanautvi* (Tehzeerun Naas) (Aur Ashraf *Thanvi* (Hifzul Iman) Ye Apne Kufriya Aqaid Ki Roshni Me Kafir Hai Aur Musalman Par Wajib Hai Ke Wo Inko Kafir Jane Aur Mere Imam Phir Likhte Hain_ *Makkah Shareef Aur Madina Shareef Ke Siqaah Ulama e Kiram Ne Fatwa Diya Hai Jo Inke (Aqaid e Kufriya Ko Janne Ke Baad) Bhi Inke Kufr (Yani Inke Kafir Hone Par Zara Sa Bhi) Shak Kare Wo Bhi Kafir Hai*

*Conclusion*
_To Scho Sirf Jo Shak Kare Inke Kafir Hone Pe Wo Kafir Hai To Jo Inko Apna Baap Aur Peer Mankar Inka Difa Kare To Wo Kitne Bade Kafir Honge Isi Liye_ *Deobandi Aur Wahabi Isi Liye Kafir-o-Murtad Hai*

Reference Book
*Hussamul Haramain* [English] 
Page *45*
*Scan Page*
📗📄👇🏼


Wednesday, March 17, 2021

1400 Saal Pehle Wahabro Ki Nasl

 *1400 Saal Pehle Wahabro Ki Nasl*


_Hazrat Imam *Bukhari* Al Mutawaffah *256* Hijri Hadith Code Karte Hain_


*Hazrat Abu Saeed Al Khudri رضي الله عنه Se Riwayat Hai Rasool Allah ﷺ Ke Paas Kuch Maal Laya Gaya To Aapne 4 Aadmiyo Me Us Maal Ko Taqsim Kar Diya Aur Farmaya Me Ye Maal Dekar Unki Dil'joi Karna Chahta Hon Ispar Banu Tamim Ka Ek Shakhs Bola (Jo Us Waqt Ka Wahabi Tha) Ki Aapne Insaaf Nahi Kiya To Huzoor ﷺ Ne Farmaya Is Shakhs Ki Nasl Se Aisi Log Paida Honge Jo Deen Se Kharij Ho Jayege*


*Conclusion*

_Aur Phir Usi Banu Tamim Ke Shakhs Ki Nasl Se Wahabiyon Deobandiyo Ahle'hageeso Ka Baap *Ibn e Abdul Wahab Najdi* 1703'isvi Me Usi Banu Tamim Me Paida Hua Aur Aaj Sari Wahabiyat Deobandiyat Ahle'hagisiyat Usi Ki Nasl Hai Aur Ye Log Islam Se Kharij Hai_ *Aur Ye Bhi Pta Chala Ki Huzoor ﷺ Ye Bhi Jantay Hain Ke Kiski Nasl Se Kaun Aur Kaise Log Paida Honge*


Reference Book

*Sahih Bukhari* [Published *Saudi Najdi]*

Vol *6* Hadees *4667*

*Scan Page*


📗📄👇🏼

 *Huzoor ﷺ Ka ilm e Ghaib Aur Hazrat Isa* 𝐻𝑎𝑧𝑟𝑎𝑡 𝐼𝑚𝑎𝑚 *𝐴𝑏𝑢 𝐹𝑎𝑟𝑎𝑗 𝐼𝑏𝑛 𝑎𝑙-𝐽𝑎𝑤𝑧𝑖* Al Mutawaffah *597* Hijri Likhte ...