*Sare Sufiyon* (Waliyon) *Ka Maslak Sabse Afzal Kaun?*
➊ Hazrat Sufi Imam *Abu Bakr ibn Ishaq al-Bukhari* Al Mutawaffah *380* Hijri
&
➋ Hazrat Imam Ali Bin *Isma'eel Bin Yusuf al-Qunawi* Al Mutawaffah *729* Hijri
*Tamam Sufiya e Kiraam* (Ahle'Tasawwuf) *Ka Ispar Ijma Aur Ittefaq Hai Ki Sabse Afzal o Ala Hazrat Abu Bakr Siddiq رضي الله عنه Hain Phir Hazrat Umar رضي الله عنه Hain Unke Baad Hazrat Usman رضي الله عنه Phir Hazrat Ali رضي الله عنه*
_Aur Jo Sahaba e Kiram Ke Darmiyan Ikhtilaf Jang Hui Uspar Khamoosh Rahe Kisi Bhi Sahabi Ki Shan Me Bakwas Na Kare_
۞ Yani Jo Asli Sufi Aur Sufiyon Ke Imam The Unka Aqeeda Hai Ki Sabse Afzal Shaykhain Karimain Hain Aur Hazrat Ali Aur Hazrat Muawiya Ke Bich Hui Jang o Ikhtilaf Par Khamosh Rahe But Aaj Charas Gaja Pine Wale Apne Aapko Fake Sufi Kehlane Walon Ka Aqeeda Real Sufio Ke Khilaf Shia Rafzio Wala Hai *To Pta Chala Ke Sare Sufiyon Ka Bhi Wahi Maslak Hai Jo Maslak e Alahazrat Walon Ka*
References Books
➊ *Al-Ta'aruf li-Mazhab Ahle al-Tasawwuf*
Vol *1* Page *62*
&
➋ *Sharah Al-Ta'aruf li-Mazhab Ahle al-Tasawwuf*
Vol *1* Page *211*
📗📄👇
No comments:
Post a Comment
Don't comment any spam link in comment box