*Mushkil Preshani Aur Hajat Puri Karne Ke Liye Allah Walon Ki Qabr Par Jana*
_Wahabiyon Ahle'hageeso Deobandiyo Saudi Najdiyo Ke Bid'ati Dharam Me Waliyon Ki Mazar Par Jana Hi Shirk Hai Aur Jo Preshani Ke Waqt Me Kisi Mazar Par Gaya Aur Wahan Dua Ki To Wo Pakka Mushrik Hota Hai_ *(Maaz'Allah)*
Hazrat Imam *Juwaymi* Al-Khorasani Shafai Al Mutawaffah *722* Hijri Likhte Hain
Hakim Ne Kaha Ki Mene *Shaykh ul-Shafai Abul Hasan Muhammad Bin Ali Sahl Bin Musleh al-Neshapuri Al Mutawaffah 384 Hijri Ko Farmate Hue Suna Hain Jab Bhi Mujhe Deen wa Duniya Ki Koi Mushkil Preshani Pesh Aati Hai Tu Me Us Hajat Ke Liye Hazrat Imam Raza Ali رضي الله عنه Ki Qabr e Sharif Ki Taraf Jane Ka Irada Karta Hon Aur Unki Qabr Ke Paas Jakar Dua Karta Hon Tu Meri Mushkil Preshani Dur Aur Hajat Puri Ho Jati Hai Aur Allah ﷻ Mujhse Wo Mushkil Preshani Dur Kar Deta Hai Phir Abul Hasan Kehte Hai Jab Bhi Mujhe Koi Mushkil Preshani Hoti Thi Tu Hazrat Imam Raza Ali رضي الله عنه Ki Qabr Sharif Par Jana Meri Adat Ban Gai Kyunke Unki Qabr e Sharif Par Dua'ye Qubool Hoti Hai Mene Iska Tajurba Kiya Hai*
✺ Hazrat Imam *Zehbi* Ne Hazrat Imam *Muhammad Bin Ali Sahl Bin Musleh* Ki Bahut Tausiq Shan Bayan Ki Hai Dekhe *Siyar A'lam al-Nubala* Vol *10* Page *606*
☞ _Yani Itne Bade Imam Faqih Shaykh Aur Muhaddis Bhi Barelvi Nikle Ya Wahabi Ahle'gees Najdi كافر Halali Hai Tu Inpar Shirk Kufr Ka Fatwa Lagaye_
Reference Book
*Farayid al-Samtayn*
Vol *2* Page *220*
📗📄👇
No comments:
Post a Comment
Don't comment any spam link in comment box