*Siddiq e Akbar رضي الله عنه Sabse Afzal Hai Sahaba Taba'een Ka Aqeeda*
Hanif Maveshi Riaz Shah Charsi Irfan Shah Irani Abdu Wagera Chillaya Karti Hai Ki Tum Barelvio Ke Siddiq e Akbar رضي الله عنه Afzal Hai Ispar Sahaba Ka Ijma Nahi Hai Wagera
Hazrat *Mujaddid e Alfe* Sani رحمة الله Likhte Hain
*Aur Fazilat Ki Tartib Khulafa e Rashideen Ke Darmiyan Khilafat Ki Tartib Ke Muwafiq Hai Lekin Hazrat Abu Bakr Siddiq رضي الله عنه Aur Unke Baad Hazrat Umar e Farooq رضي الله عنه Ki Afzaliyat Sahaba Aur Taba'een Ke Ijma Se Sabit Hai Chunan'chay Bade Bade Imamo Ki Ek Jama'at Ne Jinme Se Ek Hazrat Imam Shafai رحمة الله Hain Jinhone Isko Naql Kiya Hai*
Subhanallah
Reference Book
*Al Maktubat Rabbaniya*
Vol *2* Page *72*
👇📗📄
No comments:
Post a Comment
Don't comment any spam link in comment box