*Huzoor ﷺ Aur Shaykhain Ke Gustakh Ki Tauba Aur Qatl*
Hazrat Imam Muhadis *Makhdoom Hashim* Al Mutawaffah *1174*
¹ *Jisne Bhi Huzoor ﷺ Ki Shan Me Gustakhi Ki Ya Huzoor ﷺ Ki Tauheen Ki Ya Huzoor ﷺ Ke Kisi Deeni Muam'le Ya Shakhsiyat Ya Kisi Halat Ya Aawsaf e Jismani Ke Bare Me Aaib Lagaya Tu Chahe Wo Gustakhi Karne Wala Koi Bade Martabe* (Post) *Par Hamil Ho Ya Aam Shakhs Ho Chahe Ahle Kitab* (Yahudi & Nasrani) *Ho Ya Uske Alawa Zimmi Ya Harbi Kafir Ho Nez Ye Bhi Barabar Hai Ki Usse Gustakhi Tauheen Ya Aaib Zani Chahe जानबूझ कर* (intentionally) *Ke Sar'zad Hui Ho Ya Anjane Me Ya Bhool Se Ya Ghaflat Me Ya Mazak Me Pas Aise Shakhs Ke Kufr Ka Haal Yun Hai Ki Agar Wo Tauba Bhi Kare Tu Uski Tauba Na Hi Allah Ta'ala Ke Nasdik Qabil e Qubool Hogi Aur Na Hi Logo Ke Nasdik*
² *Aur Shariyat e Muhtara Me Zyada Tar Mujtahideen Ka Ijmai Mawqif Aise Shakhs Ke Bare Me Ye Hai Usay Har'haal Me Qatl Hi Kiya Jayega*
³ *Aur Isi Tarah Khususan Hazrat Abu Bakr Siddiq رضي الله عنه Aur Hazrat Umar e Farooq رضي الله عنه Ki Shan Me Gustakhi Kare Tu Uska Bhi Hukm Yahi Hai Ki Unki Tauheen Karne Wala Kafir Hai Ki Agar Wo Tauba Bhi Kare Tu Unki Tauba Na Hi Allah Ta'ala Ke Nasdik Qabil e Qubool Hai Aur Hi Logo Ke Nasdik Aur Shariyat Me Aiso Ka Hukm Yahi Hai Ki Unse Gustakhi Sar'zad Ho Jane Ke Fauran Baad Bagair Kisi Muhlat Ke Qatl Kar Diya Jaye Ga Allah Ta'ala Aise Gustakhi Karne Walo Par Hamesha Lanat Farmaye*
Reference Book
*Al Saif al-Jali*
Vol *1* Page *132-&-133*
📗📄👇🏻
No comments:
Post a Comment
Don't comment any spam link in comment box