*Jab Ek Aurat Ne Huzoor ﷺ Ki Shan Me Gustakhi Ki Tu Kya Hua*
Hazrat Imam Abdur *Razzaq al-San'ani* Al Mutawaffah *211* Hijri Hadith Code Karte Hain Ki Hame Siqah Raawi Hazrat *Muam'mar* Al Mutawaffah *154* Hijri Ne Bataya Unko Siqah Raawi Hazrat *Sammak Bin al-Fazl* Al Mutawaffah *130* Hijri Ne Bataya Unko Tabai Hazrat *Urwah Bin Muhammad* Al Mutawaffah *120* Hijri Ne Bataya Aur Unhone Riwayat Kiya Ek Sahabi Se Jo *Bilqeen* Ke Ek Shakhs Ke Naam Se Mashoor Hai Aur Unhone Bayan Kiya Ki
*Ek Aurat Huzoor ﷺ Ki Shan Me Sakht Gustakhi Kiya Karti Thi To Huzoor ﷺ Ne Irshad Farmaya Mere Dushman Se Mera Badla Kaun Leyga? To Allah ﷻ Ki Talwar Hazrat Khalid Bin Walid رضي الله عنه Ne Labbaik Kaha Phir Us Ki Taraf Gaye Aur Usay Qatl Kar Diya*
```Subhan'Allah```
Reference Book
*Al-Musanaf abi-Razzaq* [Published *Dar al-Tassel* Egypt
Vol *4* Hadees *10433*
📗📄👇🏻
No comments:
Post a Comment
Don't comment any spam link in comment box