*Hazrat Ali Ko Sabse Zyada Kaun Pyara Hai*
Hazrat *Imam Ibn e Hajar Makki* رحمة الله عليه Likhte Hain
*Hazrat Imam Imam Malik رحمة الله عليه Ne Hazrat Imam Jafar Sadiq رحمة الله عليه Se Unhone Apne Walid Hazrat Imam Baqar رحمة الله عليه Se Sahih Riwayat Naql Ki Hai Ki Hazrat Ali رضي الله عنه Hazrat Umar E Farooq رضي الله عنه Ke Paas Khade Hokar Jab Ki Wo Chadar Me Liptay Hue The Kaha Ki Mujhe Zameen Wa Asman Me Hazrat Umar e Farooq رضي الله عنه Se Zyada Koi Mehboob Nahi Is Liye Ki Allah Ne Apne Sahifah* (Qur'an) *Me Us Chadar Me Lipte Hue Shakhs* (Hazrat Umar) *Ki Wajah Se Ahkam Nazil Kiya Hai*
```Subhan'Allah```
Reference Book
*As Sawaiq Al-Muhriqah*
Vol *1* Page *91*
📗📄👇🏻
No comments:
Post a Comment
Don't comment any spam link in comment box