Milta Nahiñ Jahañ Meñ Sahara Aye Azhari...
Milta Na Hamko Dar Jo Tumhara Aye Azhari...
TUMSE Thiñ Dil Ko Raahateñ, TUMSE Qaraar Tha...
Ab Koun Hai Jahañ Meñ Hamara Aye Azhari...
Aakar Kar Ke Khawaab Meñ Mujhe Bait Hai Kiya....
Wallah Kya Tha Pyara Nazara Aye Azhari...
Wo Bhaag Khade Ho Gye Sab Najdi Bhejdiye...
Jab Hai Lagaya Naara Tumhara Aye Azhari...
Kahta Ye *Aaftab* Hai Bila-Shaq Guroor Se....
Khaata Huñ Tere Dar Ka Utara Aye Azhari...
*✍🏻 :- Aaftab Aalam Qadri RAZVI*
No comments:
Post a Comment
Don't comment any spam link in comment box