*Namaz Me Haath Kaha Bandhe?*
_Ahle'hagees Wahabi Saudi Najdi Log Namaz Me Aurto Ki Tarah Sine Par Haath Bandhte Hai Aur Isko Sunnat Karar Dete Hai?_
_Hazrat Imam *Abu Daud* Sajistani Al Mutawaffah *275* Hijri Hadith Code Karte Hain_
*Hazrat Ali رضي الله عنه Ne Farmaya Namaz Me Hatheli Ko Hatheli Par Rakh'kar Naaf Ke Niche Bandh'na Sunnat Hai*
*Pay Attention*
_Ahle'hagees Gair Muqallideen Najdi Ke Nasdik *Hazrat Imam Abu Daud* Ka Jis Hadith Ki Riwayaat Par Sukoot Hai Tu Hadees *Sahih-&-Hasan* Hai Aur Uske Tamaam Raavi *Siqaah* Hone Ki Daleel Hai_
*Qazi Shawkani* Gair Muqallid Wahabi Likhta Hai
*Hazrat Imam Abu Daud Jis Hadith Par Sukoot Kare (Yani Koi Comments Na Kare Ki Ye Riwayat Sahih Hai Ki Zaeef) To Uski Sanad Ke Rijaal Imam Abu Daud Ke Nasdik Siqaah Hai*
Ref: [Nail ul-Autaar
Jild *1* Safa *161* & Sec Edition Jild *1* Safa *466*
Aur Mulla *Shams ul Haq Azeembadi* Gair Muqallid Najdi Ek Hadees Ke Bare Likhta Hai Ke Jis Hadees Par *Hazrat Imam Abu Daud* Ne Sukoot Kiya Tu Uski Sanad *Hasan* Hai
Ref: [Aaun ul Ma’abood Jild *4* Safa *91*
*Conclusion*
_Tu Pta Chala Ki Namaz Me Haatho Ko Sine Par Nahi Balke Naaf Ke Niche Bandh'na Sunnat Hai Jaise Hum Hanfi Padte Hai_
Reference Book
*Sunan Abu Daud* [Published *Dar Ibn-Hazm Saudi* Najd]
Vol *1* Hadees *756*
*Scan Page*
📗📄👇🏼
No comments:
Post a Comment
Don't comment any spam link in comment box