*Huzoor ﷺ Namaz Me Naaf Ke Niche Haath Bandha Karte*
_Hazrat Imam Abu Bakr Ibn *Abi Shayba* Al Mutawaffah *235* Hijri Hadith Code Karte Hain_
_Hazrat Wail Bin Hujar رضي الله عنه Apne Walid Se Riwayat Karte Wo Farmate Hain Maine_ *Rasool Allah ﷺ Ko Dekha Ke Nabi Kareem ﷺ Ne Namaz Mein Dayen (Right) Haath Mubarak Ko Bayen (Left) Haath Mubarak Par Rakh'kar Zere Naaf Ke Niche Bandh'te*
*Comments*
_Alham'dulillah Hum Sunni Hanfi Barelvi Log Bhi Sunnat e Nabawi Ki Taraf Namaz Me Haatho Ko Naaf Ke Niche Bandha Karte Hai_
Reference Book
*Musannaf Abi Shayba* [Published *Dar al-Knuz 'iishbilia Saudi*
Vol *3* Hadees *3981*
Hadith is *Sahih*
*Scan Page*
📗📄👇🏼
No comments:
Post a Comment
Don't comment any spam link in comment box