*Ek Masjid Ke Imam Ka Sar Kyun Uda*
_Hazrat Imam *Abu Talib al-Makki* Al Mutawaffah *387* Hijri Likhte Hain_
*Hazrat Umar Farooq e Azam رضي الله عنه Ke Daur e Khilafat Me Ek Imam e Masjid Ka Ye Mamool Tha Ke Wo Aksar Fajar Ki Namaz Me Yahi عبس وتولى Surat Padhta Aur Dil Me Ye Kefiyat Murad Leta Ki Ye Wo Surat Hai Jisme ALLAH ﷻ Ne Huzoor ﷺ Ko Tambih (Warning) Farmai Hai.*
(Maaz'Allah)
*Jab Ye baat Hazrat Umar Farooq رضي الله عنه Tak Pahonchi Ki Ek Shaks Apni Qaum Ki Imamat Karata Hai Wo Ba'jamaat Namaz Me Sureh "عبس وتولى" Hi Padhta Hai Aapne Usay Bul'waya Aur Ba'ghair Mazeed Tehqeeq Ke Us Gustakh Imam Ki Gardan Uda Di*
Subhan'Allah
*Conclusion*
_Yani Ba'zahir To Usne Qur'an Ki Ayat Padhi Magar Dil Me Bughz e Rasool ﷺ Tha Is Liye Ayat Ka Galat Matlab (Meaning) Nikala Taki Huzoor ﷺ Ki Shan Ko Kam Kara Jaye Halake Direct Koi Gustakhi Wala Word Use Nahi Kiya To Hazrat Umar رضي الله عنه Ne Uska Ye Anjaam Kiya Aur Uska Qur'an Padhna Masjid Ka Imam Hona Kuch Kam Na Aaya Aur Aaj Usi Gustakh Imam Ki Ruhani Aulad *Wahabi Deobandi Ahle'hagees Najdi* Apne Usi Baap Se 10 Qadam Aage Nikal Chuke Hai Usne Dil Me Bughz Rakha Aur Gustakhi Kari Aur Ye Log Apni Kitabo Aur Bhashado *भाषणों* Me Khule Aam Gustakhi Karte Hai Aur Quran Ki Kuch Ayat Ka Galat Meaning Nikal Kar Huzoor ﷺ Ki Shan Ko Ghatane Ki Nakam Koshish Kar Rahe Hai_
Reference Book
*Qūt al-Qulūb*
Vol *1* Page *197*
*Scan Page*
📗📄👇🏼
No comments:
Post a Comment
Don't comment any spam link in comment box