*Huzoor ﷺ Ka ilm e Gaib Aur Momin Ki Ruh (Soul)*
_Hazrat Imam *Malik* Al Mutawaffah *179* Hijri Hadith Code Karte Hain_
*Hazrat Kaab Bin Malik رضي الله عنه Se Riwayat Hai Rasool Allah ﷺ Ne Farmaya Momin Ki Ruh (Soul) Ek Parinday Ki Shakl Bankar Jannat Ke Darakht Se Latakti Rehti Hai Yahan Tak Ke Allah Phir Usko Lauta Dega Uske Jism Ki Taraf Jis Din Usko Uthaye'ga*
*Conclusion*
_Yani Musalmano Ki Ruh Jism Se Nikalne Ke Baad Kaha Rehti Hai Aur Kis Parinday Ki Shakl Me Kis Ped (Tree) Se Latakti Hai Ye Bhi Huzoor ﷺ Jantay Hain Aur Zameen Par Jalwa Farma Hai But Jannat Me Ruh Ko Parinday Ki Shakl Me Ped Se Latakta Hua Dekh Rahe Hain_
Reference Book
*Sahih al-Muwatta Malik*
[Published : *Dar al-Ibn Hazm]*
Vol *1* Hadees *508*
*Scan Page*
📗📄👇🏼
No comments:
Post a Comment
Don't comment any spam link in comment box