Sunni hanafi Barelwi k aqaid ka saboot quran o hadees ki roshni me our badmajhab wahabi,deobandi,etc k batil aqaid ka radd quran o hadees ki roshni me scan k sathh pesh kiye gae hai


Tuesday, March 23, 2021

Siya'sat e Muawiya Zindabad Ka Nara Sahaba Aur Taba'een Ka Hai ?

 *Siya'sat e Muawiya Zindabad Ka Nara Sahaba Aur Taba'een Ka Hai*? 


_Shia Rafzi Aur Unki Mutah Aulade Minhaji ul Padri Aur Irfan Shah Sahab Aur Unke Andhe Bakht Kehte Hai Ki Siyasat e Muawiya Ka Nara Lagana Kufr Hai_ *Maaz'Allah Summa Maaz'Allah*


*Pay Attention*

_What is Siyasat e Muawiya_? 

*Siyasat e Muawiya Ke Nare Ka Matlab Ye Hai Ki* _Hazrat Ameer Muawiya رضي الله عنه Ki Sahabiyat Aapka Adal o Insaf Aapki Hukumat Aapki Khilafat Apki Shan-o-Azmat Aapki Shuja'at Zindabad_


*Hazrat Imam Abu Zurʽa Al-Raazi Al Mutawaffah 281 Hijri رحمۃ اللہ علیہ Likhte Hai Ke Hazrat Imam Abdur Rehman Aauzai Al Mutawaffah 158 Hijri رحمۃ اللہ علیہ Farmate Hain Hazrat Ameer Muawiya رضي الله عنه Ki Khilafat Ka Zamana Sahaba e Karaam Ne Paya Jinme Se Hazrat Saad Bin Abi Waqas رضي الله عنه Hazrat Usama Bin Zaid رضي الله عنه Hazrat Jabir Bin Abdullah Ansari رضي الله عنه Hazrat Abdullah Bin Umar رضي الله عنه Hazrat Zaid Bin Sabit رضي الله عنه Hazrat Maslama Bin Mukhallad رضي الله عنه Hazrat Abu Saeed Al Khudri رضي الله عنه Hazrat Rafay Bin Khadeej رضي الله عنه Hazrat Abu Umama رضي الله عنه Hazrat Anas Bin Malik رضي الله عنه Aur Bahut Se Sahaba e Karaam Jo Hidayat Ke Chiragh Thay Jo ilm Ke Khazane Thay Jo Allah Ke Qur'an Ko Utar'ta Dekhte Thay Aur Rasool Allah ﷺ Se ilm Hasil Karte Aur Tafseel Unse Padte Aur Phir Farmaya Taba'een Mese Hazrat Mismar Bin Makharama رحمۃ اللہ علیہ Hazrat Abdur Rehman Bin Aswad رحمۃ اللہ علیہ Hazrat Saeed Bin Musayyab رحمۃ اللہ علیہ Hazrat Urwah Bin Zubair رحمۃ اللہ علیہ Hazrat Abdullah Bin Mughireez رحمۃ اللہ علیہ Wagera Taba'een Aur Sahaba e Karaam Ne Bhi Hazrat Ameer Muawiya رضي الله عنه Ki Siyasat Se Haath Nahi Khecha Aapki Khilafat Aur Siyasat Ka Inkar Nahi Kiya*


_Tu Ab Irfani Tola Aur Irani Tafzili Mutah Aulade Minhaji ul Padri Ke Fatwe Kaha Tak Gaye Aap Khud Idea Laga Le_


Reference Book

*Al Bidaya Wan-Nihaya*

Vol *8* Page *193*

*Scan Page*

📗📄👇🏼


No comments:

Post a Comment

Don't comment any spam link in comment box

 *Huzoor ﷺ Ka ilm e Ghaib Aur Hazrat Isa* 𝐻𝑎𝑧𝑟𝑎𝑡 𝐼𝑚𝑎𝑚 *𝐴𝑏𝑢 𝐹𝑎𝑟𝑎𝑗 𝐼𝑏𝑛 𝑎𝑙-𝐽𝑎𝑤𝑧𝑖* Al Mutawaffah *597* Hijri Likhte ...