*Momin Ka Baad Wisaal Ikhtiyar*
_Yahud o Nasara Ki Mehnat Se Paida Hone Wale *Wahabi Deobandi Ahle'hagees Najdi* Kehte Hai Ki Tumhare Ali Aur Nabi ﷺ Ko Kisi Chiz Ka Ikhtiyar Nahi_ *(Maaz'Allah)*
_Hazrat Imam *Bayhaqi* Al Mutawaffah *358* Hijri Likhte Hain_
*Hazrat Salman Farsi رضي الله عنه Aur Hazrat Abdullah Bin Salam رضي الله عنه Mile Unme Se Ek Ne Farmaya Agar Aap Mujhse Pehle Wisaal Farma Gaye To Mujhe Khabar Dijiye Ga Ke Waha Kya Pesh Dusre Ne Pucha Kya Zinda Aur Murda Bhi Aapas Me Mil Sakte Hai? Pehle Ne Jawab Diya Han Momineen Ki Ruhay To Jannat Me Hoti Hai Aur Unhe Ikhtiyar Hota Jahan Chahe Jaye*
*Conclusion*
_Yani Jab Momineen Ka Wisaal Karne Ke Baad Ye Taqat Hoti Hai Ki Wo Jahan Chahe Jaye_ *To Socho Auliya Ki Shan Kya Hogi Kya Wo Apne Murido Ki Madad Karne Nahi Aa Sakte Aur Phir Sahaba Ahle'bayth Ki Aur Unke Aaqa o Maula Hamare Muhammad Mustafa ﷺ Ka Alam Kya Hoga*
Reference Book
*Shu'aib ul-Iman* [Published *Saudi* Najdi]
Vol *3* Raqam *1293*
*Scan Page*
📄📗👇🏼
No comments:
Post a Comment
Don't comment any spam link in comment box