*Kya Hazrat Ameer Muawiya رضي الله عنه Ne Huzoor ﷺ Ke Bulawe Par Aane Se Inkar Kar Diya Tha*??? 🔍🔎
_Shiao Rafziyo Aur Unki Irani Mutah Center Ki Aulade Minhaji & Mujawari Tafzili Mullao Ko Jab Kuch Nahi Mila To Ek Riwayat Ki Galat Meaning Karke Hazrat Ameer Muawiya رضي الله عنه Ki Shan Me Bakwas Karna Aur Unpar Buhtan Bandhne Ki Na'kam Koshish Ki Hai Ki_ *Huzoor ﷺ Ne Kisi Ko Hazrat Muawiya رضي الله عنه Ko Bulane Ke Liye Bheja Tu Unhone Unse Kaha Ki Jao Me Khana Kha Raha Hon Nahi Aaonga*
_Ab Aaiye Dekhe Is Riwayat Ki Asl Ibarat Aur Mafoom Kya Hai_
_Hazrat Imam *Bayhaqi* Al Mutawaffah *358* Hijri Likhte Hain_
_Huzoor ﷺ Ne Hazrat Abdullah Bin Abbas رضي الله عنه Se Farmaya Ki Jao Hazrat Muawiya رضي الله عنه Ko Bula Ke Lao To Hazrat Abdullah Bin Abbas رضي الله عنه Gaye Tu Unse Kaha Gaya *Inhano Ya'kulo* Ki Hazrat Ameer Muawiya رضي الله عنه Khana Kha Rahe Hai To Wo Wapas Aa Gaye_
*Conclusion*
_Yani Maloom Hua Ki Hazrat Abdullah Bin Abbas رضي الله عنه Ne Directly Hazrat Muawiya رضي الله عنه Ke Paas Jakar Nahi Kaha Balke Koi Aur Tha Jinse Aap Mile Aur Usne Kaha Na Hi Hazrat Muawiya رضي الله عنه Ne Directly Hazrat Abdullah Bin Abbas رضي الله عنه Ko Jawab Diya Ki Me Khana Khaa Ke Aata Hon Balke Unko To Is Baat Ki Khabar Tak Na Tha Ki Hazrat Abdullah Bin Abbas رضي الله عنه Ko Huzoor ﷺ Ne Unko Bulane Ke Liye Bheja Hai Agar Hazrat Ameer Muawiya رضي الله عنه Ne Unko Sunkar Directly Jawab Diya Hota To Alfaz Ye Hote *Ana Akulo* Yani Me Khana Kha Raha Hon Na Ki Ye *Inhano Ya'kulo* Ki Wo Khana Kha Rahe Hai_
Reference Book
*Dalail un-Nabuwah*
Vol *6* Page *243*
*Scan Page*
📗📄👇🏼
No comments:
Post a Comment
Don't comment any spam link in comment box