Sunni hanafi Barelwi k aqaid ka saboot quran o hadees ki roshni me our badmajhab wahabi,deobandi,etc k batil aqaid ka radd quran o hadees ki roshni me scan k sathh pesh kiye gae hai


Tuesday, January 5, 2021

Sahaba Ka Aqeeda Qayamat Tak Jo Hoga Wo Sab Huzoor ﷺ Jantay Hain

 *Sahaba Ka Aqeeda Qayamat Tak Jo Hoga Wo Sab Huzoor ﷺ Jantay Hain*


_Hazrat Imam *Ahmad Bin Hambal* Hadith Code Karte Hain_


*Hazrat Huzaifa Bin Yaman رضي الله عنه Se Riwayat Hai Ki Rasool Allah ﷺ Ek Martaba Hamare Darmiyan Tashreef Farma Hue Aur Qayamat Tak Pesh Aane  Wala Waqia Aisa Na Chohra Jo Isi Jagah Khade Khade Bayan Na Kar Diya Ho* _Jisne Isse Yaad Rakh'ka So Yaad Rakh'ka Aur Jo Bhool Gaya So Bhool Gaya Aur Me Bahut Si Aisi Chize Dekhte Hon Jo Me Bhool Chuka Hota Hon Lekin Phir Unhe Dekh Kar Pehchan Leta Hon Jaise Koi Shakhs Gayab Ho Aur Dusra Shakhs Isay Dekh Kar Uske Chehre Se Hi Pehchan Leta Hai_


*Explain*

_Yani Jab Koi Aisa Waqia Hota Jiske Bare Me Aaqa ﷺ Ne Sahaba Ko Uske Hone Se Pehle Hi Bata Diya To Jab Wo Hota To Sahaba Usay Dekh Kar Pehchan Yaad Aa Jata Ki Iske Bare Me To Hamare Aaqa ﷺ Humko Apne Ilm e Gaib Se Pehle Hi Bata Chuke Thay_


*Conclusion*

_Yani Jo Qayamat Tak Hone Wala Hai Aur Jo Ho Chuka Hai Ek Ek Chiz Aur Har Waqia Har Baat Huzoor ﷺ Ne Sahaba Ko 1500 Saal Pehle Hi Bata Di_


Reference Book

*Musnad Ahmad* [Published *Saudi* Najdi]

Safa *1686* Hadees *23274*

*Scan Page*

📗📄👇🏼


1 comment:

  1. आला हजरत इमाम अहमद रज़ा खां रज़ियल्लाहु तआला अन्हु फाजिले बरेलवी ने मजहब-ए-इस्लाम को कन्जुल ईमान (कुरान का अनुवाद) के रूप में एक अहम तोहफा अता किया। सन 1911 ई. बमुताबिक 1330 हिजरी में सदस्य शरिया हजरत मौलाना अमजद अली साहब की सिफारिश पर कुरान-ए-पाक का तर्जुमा उर्दू में चन्द माह की मुद्दत में कर दिया था। चूंकि दुनिया का कोई भी शख्स अपनी काबलियत की बुनियाद पर अरबी, फारसी, हिन्दी, उर्दू, अंग्रेजी व बांग्ला आदि भाषाओं का माहिर तो बन सकता है, वकील, डाक्टर, इंजीनियर की डिग्रियां हासिल कर सकता है। लेकिन कुरान-ए-पाक का तर्जुमा (अनुवाद) करना सबके बस की बात नहीं। कुरान की असल मंशा को समझने के साथ आयतें कुरानी के अंदाज को पहचानना उस आलिमेदीन का काम है जिसका दीनी निगाह बहुत तेज हो। …...

    https://barelvi.in/kanzul-iman/

    ReplyDelete

Don't comment any spam link in comment box

 *Huzoor ﷺ Ka ilm e Ghaib Aur Hazrat Isa* 𝐻𝑎𝑧𝑟𝑎𝑡 𝐼𝑚𝑎𝑚 *𝐴𝑏𝑢 𝐹𝑎𝑟𝑎𝑗 𝐼𝑏𝑛 𝑎𝑙-𝐽𝑎𝑤𝑧𝑖* Al Mutawaffah *597* Hijri Likhte ...