Sunni hanafi Barelwi k aqaid ka saboot quran o hadees ki roshni me our badmajhab wahabi,deobandi,etc k batil aqaid ka radd quran o hadees ki roshni me scan k sathh pesh kiye gae hai


Sunday, January 17, 2021

Kay Dafnane Ke Baad Ijmai Dua Karna Bid'at Hai

 *Kay Dafnane Ke Baad Ijmai Dua Karna Bid'at Hai* ❓


_Wahabri Ahle'hagees Selfie Gair Muqallid Najdi Aksar Kehte Hai Ki Tum Barelvi Log Apne Murdo Ko Qabr Par Dafnane Ke Baad Milkar Ijmai Dua Karte Ho Ye Bid'at Haram Hai_


_Hazrat Usman Bin Affan رضي الله عنه Se Riwayat Hai Rasool Allah ﷺ Jab Mayyat Ko Dafna Ke Farigh Ho Jate To_ *Qabr Par Rukte Aur Farmate Apne Bhai Ke Liye Astagfaar (Maghfirat) Ki Aur Uske Sabit Qadam Rehne Ki Dua Karo Beshaq Abhi (Qabr) Me Usse Sawal Kiya Jayega*


_Pta Chala Ki Sahaba e Karaam Huzoor ﷺ Ke Hukm Par Qabr Me Dafnane Ke Baad Qabr Par Khade Hokar Mayyat Ke Liye Ijmai (Yani Sab Milkar Maghfirat Ki Dua Karte_ *Aur Huzoor Ka ilm e Gaib Dekho Ki Qabr Me Sawal Hone Wala Hai Pehle Hi Jante Hai*


*Reference Book*

Sunan Abu Dawud

Vol *3* Hadees *3221*

Hadith is *Hasan*

*Scan Page*

👇🏼📄📗


No comments:

Post a Comment

Don't comment any spam link in comment box

Shab-e-Qadr Aur Ummat e Muhammadia

 *Shab-e-Qadr Aur Ummat e Muhammadia* Hazrat Imam *Malik* Al Mutawaffah *179* Hijri Likhte Hain  *Jab Rasool Allah ﷺ Ko Pichli Ummato Ki Omr...