*Witr Aur Eid'dain Me Rafa'yadayn Kyun*?
_Gair Muqallid Ahle'hagees Najdi Mulla'in Chillati Hai Ki Tum Hanfi Barelvi Log Namaz Me Rafa'yadayn Nahi Karte Ho To Witr Aur Eid'dain Aur Hajj Ke Maqam Par Kyun Karte Ho_
_Hazrat Imam Jamal al-Din *al-Zayla'i* Al Mutawaffah *762* Hijri Hadith Code Karte Hain_
*Hazrat Ibn e Abbas رضي الله عنه Se Riwayat Rasool Allah ﷺ Ne Farmaya Rafa'yadayn Nahi Kiya Jayega Siwaye 7 Jagah'o Ke Wo Ye Hai No 1 Namaz Ke Shuro Me Jab Niyat Karke Haath Bandh'te Hai No 2 Isha Ki Witr Me No 3 Eid'dain Yani Eid ul-Fitr Ki Takbeer Aur Eid ul-Azha Ki Takbeer Me Aur Baqi Hajj Ke 4 Maqam Par*
*Conclusion*
_Yani Pta Chala Ke In 7 Jagah'o Ke Siwa Rafa'yadayn Karna Mana Hai Warna Namaz Me Bhi Hukm Diya Jata Ki Rafa'yadayn Karo_
Reference Book
*Nasb al-Rayah* [Published *Saudi Najdi]*
Vol *1* Page *390*
*Scan Page*
📗📄👇🏼

No comments:
Post a Comment
Don't comment any spam link in comment box