Analysis
*Takhleeq e Qainaat Wali Hadith*
*Mulla Ali Qari Hanfi Riwayat Naqal Karte Hai Aye Mehboob ﷺ Agar Aap Na Hote To Me Apni Rabu'biat Yani Apna Rab Hona Zahir Na Karta*
Is Riwayat Ko Byan Karne Ke Baad Mulla Ali Qari Imam Saghani Al Hanfi Ka Is Hadees Par Hukm Naql Karne Ke Baad Phir *Mulla Ali Qari Hanfi Apna Hukm Pesh Karte Hue Farmate Hai Ki Is Riwayat Ka Mana Sahih Hai Jaisa Ke Dalmi Ne Ibn e Abbas رضي الله عنه Se Marfu An Bayan Kiya Hai Allah ﷻ Ne Farmaya Ya Muhammad ﷺ Agar Me Aapko Paida Na Karta To Na Jannat Paida Karta Aur Na Dozakh Aur Aise Hi Riwayat Imam Ibn e Asaqir Me Maujud Hai Ki Duniya Takhleeq Na Karta Agar Aap Ko Paida Na Karna Hota*
_To Maloom Hua Ke Ye Riwayat Sahih Hai_
*But Bechare Yahudiyo Ki Paidawar Wahabi Ahle'hageeso Ko Hamare Aaqa ﷺ Se Itna Bughz Hai Ki Ye Riwayat Inko Hajam Nahi Hoti*
Reference Book
*al'Asrar al-Marfue'at fi al'Akhbar al-Mawzuat*
Safa *288* Raqam *385*
*Scan Page*
📗📄👇🏼
No comments:
Post a Comment
Don't comment any spam link in comment box