Analysis
*Hazrat Umar Ke Zamane Me Sahabi e Rasool Ne Gumbad e Khazra Par Jake Jo Wasile Liya Us Hadith Par Tehqeeq* ❓
_"Hazrat Umar Farooq Radi'Allah'Anhu Ke Zamane Mein Qehet *Sokha* Pada Toh Ek Shakhs (Hazrat Bilal Bin Haris Sahabi) Ne Rasool Allah ﷺ Ki Qabr e Aqdas Par Hazir Hokar Arz Ki:_
*_Ya Rasool Allah ﷺ Apni Ummat Ke Lye Barish Ki Dua Farmaen Wo Halak Ho Rahi Hain_* _RASOOL' ALLAH SALLALLAHO ALAYHE WASALLAM Ne Khuwab Mein Hazrat Bilal Bin Haris Se Irshad Farmaya:_
*_UMAR Ke Pas Jao Aur Mera SALAM Kaho Or BASHARAT Do Ke Barish Hogi Or Ye Bhi Kaho Ke Narmi Ikhtiyar Karen! Phir Hazrat Bilal Bin Haris Radi'Allah'Anhu Maula Umar Ke Pas Hazir Ho Kar Khabar Di. Hazrat Umar Ye Sun Kar Buhat Roye_*
Reference Musannaf Abi Shaybah *Hadees No 32538*
*------------------------------------*
_Is Hadith Ko Yahudi Aur Nasrani Ki Mehnat Se Paida Hone Wala Firqa *Ahle'hagees Gair Muqallid Selfie Najdiyo* Ka Huzoor ﷺ Se Itna Bugz o Kina Apne Dil Me Rakhte Hai Ki Fauran Is Hadees Ke Bare Me Apne Potty Wale Muh Se Keh Diya Ki Ye Zaeef Hai_
*Asma o Rijaal Ke Bahut Bade Scholar Narration of Hadith Hazrat Imam Ibn e Hajar Asqalani Al Mutawaffah 852 Hijri* Ne Apni Mashoor Bukhari Ki Sharah *Fathul Bari fi Sharah Bukhari* Vol *3* Page *349-&-350* Par Bayan Kiya Aur Sanad Ko *Sahih* Karar Diya
Isi Tarah Apni Asma o Rijaal Ki Mashoor Kitab *Tehzeeb ut-Tehzeeb* Ke Safa No *411* Raqam *5841 2615 1841* Par Iske Tamam Raawi Ki Tausiq Bayan Ki Aur Unko *SIQA* Karar Diya
Aur *Hazrat Imam Taqi'alddin '*Abi Bakr Al-Hasni* Al Mutawaffah *829* Hijri Ne Apni Kitab *Dafa'h Shab'o min Shabbi wa Tamarrad* Ke Page *452* Par Is Hadith Ko Code Karne Ke Baad Farmaya Ye Hadith *Sahih* Hai Aur Uski Sanad Bhi *Sahih*
Aur Wahabiyon Ahle'hageeso Najdiyo Ke Daddy *Ibn e Kaseer* Sahab Apni World Famous Book *Al Bidaya wan Nihaya* Jild *6* Safa *205* Par Likha Aur Hadith Ko Aur Iski Sanad Ko *Sahih* Karar Diya
Last Me Wahabiyon Ahle'hageeso Deobandiyo Najdiyo Ke Grandfather *Ibn e Tayymia* Apni Kitab *Iqtidhaa Al-Siraat Al-Mustaqeem* Vol *2* Page *735 & 736.* Par Is Waqiye Ko *Sahih* Karar Diya
_To Is *Analysis* Se Ye Hadith Sahih Aur Iski Sanad Aur Iske Sare Raawi Siqah Sabit Hue_
*All References Books Scan Here*
📚📄👇🏼
No comments:
Post a Comment
Don't comment any spam link in comment box