*Masjid Ke Imam Ka Sar Kyun Udaya Gaya*?
_Mashoor Mufassir Hazrat Shaykh *Ismail Haqqi Bursevi* Al Mutawaffah *1127* Hijri Sureh Abas Ayat no 1 Ki Tafsir Me Likhte Hain_
*Hazrat Umar Farooq e Azam رضي الله عنه Ke Daur e Khilafat Me Ek Munafiq Imam e Masjid Ka Ye Mamool Tha Ke Wo Aksar Fajar Ki Namaz Me Yahi Surat Padhta Aur Dil Me Ye Kefiyat Murad Leta Ki Ye Wo Surat Hai Jisme ALLAH ﷻ Ne Huzoor ﷺ Ko Tambih (Warning) Farmai Hai.*
(Maaz'Allah)
*Jab Ye baat Hazrat Umar Farooq رضي الله عنه Tak Pahonchi Ki Munafiqeen Me Se Ek Shaks Apni Qaum Ki Imamat Karata Hai Wo Ba'jamaat Namaz Me Sureh "عبس وتولى" Hi Padhta Hai Aapne Usay Bul'waya Aur Ba'ghair Mazeed Tehqeeq Ke Us Gustakh Imam Ki Gardan Uda Di*
*Conclusion*
_Yani Bazahir To Usne Qur'an Padha Magar Ayat Ka Galat Matlab (Meaning) Nikala Taki Huzoor ﷺ Ki Shan Ko Kam Kara Jaye To Uska Ye Anjaam Hua Aur Uska Qur'an Padhna Masjid Ka Imam Hona Kuch Kam. Na Aaya Kyunke Huzoor ﷺ Ka Gustakh Tha_ *Aur Aaj Usi Munafiq Imam Ki Ruhani Aulad Wahabi Deobandi Ahle'hagees Najdi Apne Baap Se 2 Qadam Aage Hai Usne Dil Me Gustakhi Kari Aur Ye Log Apni Kitabo Aur Bhashado (भाषणों) Me Gustakhi Karte Hai Aur Quran Ki Kuch Ayat Ka Galat Meaning Nikal Kar Huzoor ﷺ Ki Shan Ko Ghatane Ki Nakam Koshish Kar Rahe Hai*
Reference Book
*Tafsir Rooh ul-Bayaan*
Vol *10* Page *336*
*Scan Page*
📄📗👇🏼🗡️
No comments:
Post a Comment
Don't comment any spam link in comment box