*Huzoor ﷺ Ke Baad az Wisaal (Parda) Hazrat Usman Bin Hunaif Ki Wasile Wali Riwayat Par Tehqeeq*
_Ek Shakhs Kai Bar Hazrat Usman Bin Affan رضي الله عنه Ke Paas Apni Hajat Rawai Ke Liye Aata Lekin Hazrat Usman رضي الله عنه Masrufiyat Ki Wajah Se Uspar Koi Tawajjoh Nahi De Sake Tab Wo Hazrat Usman Bin Hunaif رضي الله عنه Ke Paas Gaya Aur Maamle Ki Shikayat Ki. To Hazrat Usman Bin Hunaif رضي الله عنه Ne Farmaya: Jaao Achhi Tarah Wuzu Karo Aur Phir Masjid Me Aakar 2 Rakat Namaz Ada Karo Aur Phir Is Tarah Kaho_
*''Ya Allah ﷻ Mai Tujhse Sawal Karta Hu Aur Teri Taraf Rukh Karta Hu Aur Muhammed ﷺ Nabi e Rehmat Ke Wasile Se Tujhse Dua Karta Hu Ya Muhammad ﷺ Maine Apni Hajat Ke Liye Apke Wasile Se Allah Ki Taraf Rukh Kiya Aye Allah! Ye Wasila Qubul Farma'*
*Conclusion*
Is Hadees Ko Hazrat Imam *Tabarani* Al Mutawaffah *360* Ne Apki World Famous Book of Hadith *Al Mujjam ul-Kabeer* Vol *9* Page *17* Par Is Hadees Ko *Sahih* Karar Diya
&
Hazrat Imam *Bayhaqi* Al Mutawaffah *458* Hijri Ne Apni Famous Kitab *Dalail An Nubuwwah* Vol *6* Page *167* Par Isko *Sahih* Karar Diya
&
Hazrat Imam *al-Mundhiri* Al Mutawaffah *656* Hijri Ne Apni Famous Book of Hadith *At-Targhib wa at-Tarhib* Page *242* Par Is Hadees Ko *Sahih* Karar Dete Hai
&
Wahabiyon Ahle'hageeso Gair Muqallido Najdiyo Ke Grandfather *Ibn Taymiyya* لعنة الله عليه Apni Kitab *Qa'ida Jalila fi At-Tawassul wal-Wasila* Page *156* Par Is Hadees Aur Iaki *Sanad* Ko *Sahih* Karar Diya
&
Ahle'hageeso Gair Muqallido Ka Uncle Molvi Abdul Rahim *Mubarakpuri* Apni Kitab *Tuhfat ul-Ahwazi fi Sharah Tirmizi* Vol *10* Page *25* Par Iski Sanad Ko *Sahih* Karar Diya Aur *Shawkani* Ne Bhi Sahih Kaha
&
Imam *Haytami* Al Mutawaffah *807* Hijri Apni World Famous Book of Hadith *Majma Az Zawaid* Vol *2* Page *468* Par Is Hadees Ko *Sahih* Karar Diya
*All References Books*
Scan Here
📚📄
*Hazrat Usman Bin Hunaif Wali Riwayat Ki Sanad Ki Tehqeeq*
_Hazrat Imam *Tabarani* Ne Hadees Li—> Hazrat *Tahir* Bin Isaa—>Unhone Hazrat *Asbaq* Bin Farj--> Unhone Hazrat *Abdullah* Bin Wahab—> Unhone Hazrat *Shabeeb* Bin Saeed—> Unhone Hazrat *Rooh* Ibn ul Qaasim—> Unhone) Tabai) Hazrat *Abi Jafar* Al Madani—> Unhone Sahabi Hazrat Abi *Umaama* Bin Sahel Bin Hunaif—> Unhone Sahabi Hazrat *Usman Bin Hunaif*_
*(1)* _Hazrat Imam Abul Qasim at *Tabraani* Al Mutawaffa *360* Hijri Mashoor Imam Hain._
*Asma o Rijaal Ke Imamo Ne Unko Hafiz, Mashoor Musnad e Duniya Aur SIQA Qaraar Diya Hai*
(Taarikh ul Islam lil Zehbi
Vol *'8* Page *143*
Siyar alamin Nubula
Vol *16* Page *119*
*(2)* Hazrat *Imam Taahir Bin Isaa* Al Mutawaffah *292* Hijri Imam Ibn Maakula Al Mutawaffa *475* Hijri Likhte Hai Wo *SIQA* Hai.
(At-Taz-yeel Alaa Kitaab Al Jarah Wa Ta’adeel
Vol *1* Page *146*
(Al Ikmaal Li Ibn Maakulaa
Vol *1* Page *296*
*(3)* Hazrat Imam *Asbagh Bin Al Farj Al Misri* Al Mutawaffa *225* Hijri Yeh *Bukhari Abu Dawud , Tirmizi Aur Nasaai* Ke Raavi Hone Hone Ke Saath *SIQA* Hai
(Taqreeb ut-Tehzeeb)
Vol *1* Raqam No *536*
*(4)* Hazrat Imam *Abdullah Bin Wahab Al Misri* Al Mutawaffa *197* Hijri Bhi *Bukhari Aur Muslim* Hai
Aur Wo *SIQA* *Aabid* Aur *Hafiz* Hai.
(Taqreeb ut-Tehzeeb)
Vol *2* Raqam no *3694*
*(5)* Hazrat Imam *Shabeeb Bin Saeed* Al Mutawaffah *186* Hijri Bhi *Bukhari* Aur Sunan e Arba Aur Nasaai Ke Raavi Hai.
*Shabeeb Bin Saeed* Tauseeq Kai Imamo Ne Ki Hai
(1) *Hazrat Imam Ali Bin Madeeni Al Mutawaffah 234 Hijri*
(2) *Hazrat Imam Darqutni Al Mutawaffah 385 Hijri*
(3) *Hazrat Imam Tabarani*
(4) *Hazrat Imam Zehbi Al Mutawaffah 748 Hijri*
(5) *Hazrat Imam Ibn Hibban Al Mutawaffah 354 Hijri Ne Shabeeb Bin Saeed Ko SIQA Karaar Diya Hai*
(6) *Hazrat Imam Abu Zura’a Al Mutawaffah 277 Hijri*
(7) *Hazrat Imam Abu Haatim Ar Raazi Al Mutawaffah 264 Hijri* Aur
(8) *Hazrat Imam Nasaai Al Mutawaffah 303 Hijri* _Sab Muhaddis Farmaate Hai Ke Usme Koi Kharaabi Nahi Hai._
(9) Hazrat Imam *Zehbi* Farmate Hai Ke *Sadooq* Hai.
(10) *Hazrat Imam Abu Haatim Al Mutawaffah 327 Hijri* Farmaate Hai Ke Uski *Ahadees Durust Hai*
(Tehzeeb ut Tehzeeb)
Vol *2* Page *150-151*
(Tehzeeb ul Kamaal)
Vol *6* Page *212* Raqam *2343*
(Dewaan e Zuaafa Liz Zehbi Page *185* Raqam *1862*
(Al Kashif)
Vol *1* Page *479* Raqam *2235*
*(6)* Hazrat Imam *Ruh Ibn ul Qaasim* Al Mutawaffah *141* Hijri Bhi *Bukhari Muslim* Ke Raavi Hai Aur *SIQA* *Hafiz* Hai.
(Taqreeb ut-Tehzeeb)
Vol *1* Raqam *1970*
*(7)* Hazrat Imam *Abu Jafer Al Qatami Al Madani* Sunan e Arba ke Raavi Hai Aur *SIQA* Hai Aur
*Imam Ibn Maeen Imam Ibn e Numair Imam Ibn Hibban Imam Tabarani Imam Nasaai Aur Imam Zehbi Sabne Unhe* SIQA Karaar Diya Hai.
(Tehzeeb ut Tehzeeb)
Vol *8* Page *151*
*(8)* Hazrat Abi *Umaama Bin Sahel* Bin Hunaif Al Mutawaffah *100* Hijri *Sahabi e Rasool* Hai. (Taqreeb ut-Tehzeeb)
Vol *1* Raqam *402*
*(9)* Hazrat *Usman Bin Hunaif* Mashoor *Sahabi* Hai
(Taqreeb ut-Tehzeeb)
Vol *3* Raqam *4462*
*All References Books*
Scan Page Here
📚📄👇🏼
No comments:
Post a Comment
Don't comment any spam link in comment box