*Allah Ne Salam Padhne Ka Hukm Diya*
Qur'an Sureh Ahzab Ayat *56*
*إِنَّ ٱللَّهَ وَمَلَـٰٓئِكَتَهُۥ يُصَلُّونَ عَلَى ٱلنَّبِىِّ ۚ يَـٰٓأَيُّهَا ٱلَّذِينَ ءَامَنُوا۟ صَلُّوا۟ عَلَيْهِ وَسَلِّمُوا۟ تَسْلِيمًا*
Tarjuma Translate
*Beshaq Allah ﷻ Aur Uske Farishte Durood Bhejte Hain Uss Gaib Batane Wale Nabi ﷺ Aay Iman Walon Unpar Durood Aur Khoob Salam Bhejo*
_Hazrat Imam *Qazi Ayaz* Maliki Al Mutawaffah *544* Hijri Likhte Hain_
*Hazrat Abu Baqar Bin Bukair Ne Farmaya Ki Ye Ayat Nabi Kareem ﷺ Par Utri To Allah Ta'ala Ne Hukm Diya Sahaba e Karaam Ko Ki Wo Rasool Allah ﷺ Par Salàam Padhe Aur Aise Hi Unke Baad Aane Wale Ahle Iman Ko Hukm Diya Gaya Ki Wo Salam Padhe Huzoor ﷺ Ki Qabr e Aqdas Ke Pass*
*Conclusion Khulasa*
_To Pta Chala Ki Huzoor ﷺ Par Durood o Salam Iman Wale Padhte Hai *Kafir* Nahi Isi Liye Wahabi Deobandi Ahle'hagees Saudi Najdi Itna Durood o Salam Se Chidte Hai Aur Hum *Barelvi* Log Iman Wale Hai Isi Liye Subho Sham Har Namaz Ke Baad Huzoor ﷺ Par Salam Padhte Hai_
Reference Book
*Al Salat Alal Nabi*
Safa *17*
*Scan Page*
📗📄👇🏼
No comments:
Post a Comment
Don't comment any spam link in comment box