Sunni hanafi Barelwi k aqaid ka saboot quran o hadees ki roshni me our badmajhab wahabi,deobandi,etc k batil aqaid ka radd quran o hadees ki roshni me scan k sathh pesh kiye gae hai


Thursday, August 13, 2020

Siddiq e Akbar Sabse Afzal Hai By Farooq e Azam

*Siddiq e Akbar Sabse Afzal Hai* By Farooq e Azam

_Aaj Shia Rafzi Aur Unki Mutah Aulade Yani Mujawar And Tafzili Rafzi Mulle Ahle'sunnat wa Jamat Ke Andar Sunni Libas Udkar Fitna Faila Rahe Hai Aur Hazrat Ali Ki Jhooti Muhabbat Ka Sahara Lekar Shaykhain e Karimain Ki Afzaliyat Ka Inkar Kar Rahe Hai Halake Ye Faisla To_ *1400 Saal Pehle Hi Huzoor ﷺ Ne Sahaba Ke Samne Kar Diya Ke Ambiya Ke Baad Sabse Afzal Siddiq e Akbar Hain Unke Baad Farooq e Azam Hain*

*Hazrat Umar رضي الله عنه Kehte Hai Hazrat Abu Bakr Siddiq رضي الله عنه Hamare Sardar Hai Aur Hum Sab Me Sabse Afzal (Behtar) Hain Aur Wo Hum Sab Me Rasool Allah ﷺ Ko Sabse Zyada Mehboob Thay*
Subhan'Allah

_Farooq e Azam Ne Bata Diya Ke Sabse Afzal Sirf Siddiq e Akbar Hain Aur Wo Hamare Sardar Bhi Hai_ *"Wo Hazrat Umar Jinke Bare Me Huzoor ﷺ Ne Farmaya Umar Ki Zuban Par Allah Ne Haq Ko Jari Kar Diya.*

*Reference Book*
Jame at Tirmizi
Vol *6* Hadees *3656*
*Scan Page*
📗📄👇🏼

1 comment:

  1. Beshak Hazrat Umar Sayyiduna Abu Bakr Ko afzal jante
    Lekin kya tumne Salman Farsi Alaihis Salaam wa digar gulam e Ali ko nahi suna

    Hazrat Umar Farooq Siddique e Akbar ko Afzal jante aur saare Hashmi aur hazrat miqdad hazrat qambar hazrat mesum e tammar hazrat Ammar bin Yasir radi allahu anhum ajma'een Maula e Kainaat ko afzal jante

    Mas'ala e Afzaliyyat ke baare me allah nahi puchega

    Yanha Tak ki Jafar e Sadique hazrat Jafar e tayyar ko ashaab me Sabse Afzal jante

    Mera Aqida Saaf Har Sahabiye Nabi Jannati jannati
    Pr mai maula ko tamam ambiya ke baad sabse Afzal janta hu

    ReplyDelete

Don't comment any spam link in comment box

Huzoor ﷺ Ka ilm e Gaib Aur Yazeed Ka Fitna

 *Huzoor ﷺ Ka ilm e Gaib Aur Yazeed Ka Fitna* ¹ Hazrat Imam *Na'eem Bin Hammad* Bin Muawiya Al Mutawaffah *228* Hijri & ² Hazrat Ima...