*Huzoor ﷺ Ne Apni Aal Aur Ummat Ki Taraf Se Qurbani Di*
_Hazrat Ayesha Siddiqa رضي الله عنها Se Riwayat Hai Rasool Allah ﷺ Ne Hukm Diya Ki Ek Menda (Sheep) Laya Jaye Jo Seenge Wala Hoo Usks Pair Kale Hoo Aankh Kali Hoo Sina Aur Pet Bhi Kala Ho Chunan'chay Aisa Hi Menda Pesh Kiya Gaya Aur Rasool Allah ﷺ Ne Irshad Farmaya Aye Ayesha Churi (Knife) Lao Phir Farmaya Use Pathar Par Tez Karo Maine Waise Hi Kiya Phir Huzoor ﷺ Ne Churi Li Aur Mende Ko Pakad Ke Usse Litaya Aur Zibah Kiya Phir Ye Dua Ki_ *Ya Allah ﷻ Ye Meri Aur Meri Aal Aur Meri Ummat Ki Taraf Se Qurbani Hai Isko Qubool Farma* Aur Phir Use Qurban Kar Diya
*Reference Book*
Sunan Abu Dawud
Vol *3* Hadees *2792*
*Scan Page*
📗📄👇🏼

No comments:
Post a Comment
Don't comment any spam link in comment box