*Huzoor ﷺ Ki Qabr e Aqdas Ki Ziyarat Ke Liye Mannat Mangna*
Mashoor Muhaddith Aur Asma o Rijaal Ke Naqqad
*Hazrat Imam Zain al-Din 'Abd al-Rahim al-'Iraqi Al Mutawaffah 806 Hijri Likhte Hain*
*Agar Kisi Shakhs Ne Huzoor ﷺ Ki Qabr e Aqdas Ki Ziyarat Karne Ki Nazr (Mannat) Manne Ki Niyat Ki Hai To Uspar Wajib (Lazim) Hai Ke Wo Huzoor ﷺ Ki Qabr e Aqdas Ki Ziyarat Ke Liye Safar Kare Kyunke Masjid Nabawi Me Jana Huzoor ﷺ Se Qurbat Ka Zariya Hai Lekin Ye Safar Ke Bare Me Hamare Bahut Bade Saathi Qazi Ibn Kaza Farmate Hain Ke Huzoor ﷺ Ki Qabr e Aqdas Ki Ziyarat Ka Safar Ek Bahut Badi Manzil Hai Aur Shafai Mazhab Ke Aima Ne Waze Kiya Hai Ke Hamare Mazhab Me Agar Koi Huzoor ﷺ Ki Qabr Mubarak Ki Ziyarat Ki Nazar Mane To Us Ziyarat Ki Nazar Ki Taqmil (Pura) Karna Wajib Hai Lekin Ibn e Tayymia Ne Logo Ko Makr Ke Saath Ek Ajeeb o Ghareeb Baat Kahi Ke Huzoor ﷺ Ki Qabr e Aqdas Ki Ziyarat Ke Liye Safar Karna Jais Nahi Halake Ke Huzoor ﷺ Ki Qabr e Aqdas Ki Ziyarat Se Allah Ta'ala Ka Qurb Hasil Hoti Hai Imam Taqiuddin Subki Al Mutawaffah 756 Hijri Ne Apni Kitab Shifa al Siqam Me Isi Masle Par Ibn e Tayymia Ke Batil Aqaid Ka Radd Kar Diya Hai Aur Aise Karke Unhone Ahle Iman Ke Dilo Ko Shifa Bakh'shi Hai Aur Mere Walid Hazrat Shaykh Hussain Bin Abdul Rehman Al Iraqi Al Khalil Shaher (Palestine) Jate Hue Ibn Rajab Hanbali Ke Saath Thay Jab Wo Shaher Ke Kareeb Pauche To Ibn Rajab Ne Kaha Mene Ziyarat Karne Se Ziyarat Karne Se Ghurez Kiya To Mere Walid Ne Ibn e Rajab Se Kaha Me Hazrat Ibrahim عليه السلام Ki Qabr Mubarak Par Jane Ki Niyat Karta Hon To Ibn e Rajab Ne Ispar Kaha Ki Aapne Huzoor ﷺ Ki Hadees Ki Mukhalifat Ki Hai Kyunke Nabi Kareem ﷺ Ne Irshad Farmaya 3 Masajid Ke Alawa Safar Nahi Karna Chahiye Aur Aapne Chauthi Masjid Ke Liye Safar Kiya To Mene Kaha Ke Huzoor ﷺ Ne Farmaya Qabro Ki Ziyarat Karo Kya Huzoor ﷺ Ne Ambiya Ki Qabro Ki Ziyarat Karne Se Mana Kiya? To Ispar Ibn Rajab Khamosh Ho Gaye*
Imam Zain al-Din Iraqi Aagay Likhta Hain Ke *3 Masjido Ke Alawa Safar Na Karne Wali Hadith Ka Matlab Ye Hai Ke In Tino Masjido Ke Alawa Zyada Sawab Milne Ki Niyat Ke Liye Kisi Aur Masjid Ka Safar Na Kiya Jaye Joke Aur Kisi Masjid Me Wo Sawab Nahi Hai*
*Reference Book*
Tarh at-Tathreeb fi Sharh at-Taqreeb
Vol *6* Page *43*
*Scan Page*
📗📄👇🏼

No comments:
Post a Comment
Don't comment any spam link in comment box