Sunni hanafi Barelwi k aqaid ka saboot quran o hadees ki roshni me our badmajhab wahabi,deobandi,etc k batil aqaid ka radd quran o hadees ki roshni me scan k sathh pesh kiye gae hai


Monday, August 10, 2020

Hazrat Usman e Ghani Aur ilm e Gaib

*Hazrat Usman e Ghani Aur ilm e Gaib*

*Hazrat Imam Nawawi Al Mutawaffah 676 Hijri رحمۃ اللہ علیہ* Likhte Hain
&
Wahabiyon Ahle'hageeso Ke Uncle *Ibn Qayyim Jauzi* Likhta Hai

_Hazrat Usmaan e Ghani رضي الله عنه Ke Paas Ek Aadmi Aaya Jiski Nigaah Raaste Me Kisi Aurat Par Padgai Thi_ *Toh Hazrat Usman رضي الله عنه Ne Farmaaya Tumme Se Koi Ek Aadmi Hamaari Taraf Aata Hai Aur Uski Aankho Me Zina Ka Asar Hai Toh Us Aadmi Ne Kaha Ke Kya Rasool ﷺ Ke Baad Bhi Wahi Aati Hai? Toh Hazrat Usman رضي الله عنه Ne Farmaya Nahi Lekin Baseerat Aur Burhaan Aur Sach-Chi Firaasat Hai*
Allahu'akbar'kabira

_Yani Ki Wo Shaks Abhi Rastay Me Bi Tha Aur Usne Kisi Gair Mehram Aurat Ko Dekha_ *Lekin Hazrat Usman رضي الله عنه Ka ilm Dekho Ke Apko Pehle Hi Pta Tha Ke Ek Admi Mere Pas Aa Raha Hai Aur Abhi Wo Raste Par Hai Aur Usne Ek Aurat Ko Bhi Dekha*

*References Books*
Bustan ul Arifeen
Safa No *388*
*&*
 Kitab ur Ruh
Safa No *675*
*Scan Pages*
📚📄👇🏼

No comments:

Post a Comment

Don't comment any spam link in comment box

 *Huzoor ﷺ Ka ilm e Ghaib Aur Hazrat Isa* 𝐻𝑎𝑧𝑟𝑎𝑡 𝐼𝑚𝑎𝑚 *𝐴𝑏𝑢 𝐹𝑎𝑟𝑎𝑗 𝐼𝑏𝑛 𝑎𝑙-𝐽𝑎𝑤𝑧𝑖* Al Mutawaffah *597* Hijri Likhte ...