*Farmane Mustafa ﷺ Mere Usman Ki ita'at Karna*
*Hazrat Imam Hakim Al Nayshapuri Al Mutawaffah 405 Hijri Hadith Code Karte Hain*
_Hazrat Abu Hasanah رضي الله عنه Bayan Karte Hain Ki Mein Hazrat Abu Hurayrah رضي الله عنه Ke Paas Hazir Huwa Jab ki Hazrat Usman e Ghani رضي الله عنه Ek Ghar Me Mahsoor They Mein Ne Unse Kalam Ki Ijaazat Maangi To Hazrat Abu Hurayrah رضي الله عنه Ne Kaha_
*Mein Ne Huzoor ﷺ Ko Farmate Huwe Suna Ki Beshaq Anqareeb Fitna Aur Ikhtilaf Bapa Hoga. Woh Bayan Karte Hain Ki Hum Ne Arz Kiya Ya Rasool Allah ﷺ Aap Hamare Liye (Aise Waqt Me) Kya Hukm Farmate Hain ? Aap ﷺ Ne Farmaya Tum Par Ameer Aur Us Ke Saathiyo’n Ki Itaa’at Laazim Hogi Aur Aap ﷺ Ne Hazrat Usman e Ghani رضي الله عنه Ki Taraf Isharah Farmaya*
_Yani Jo Fitna *25* Saal Baad Hone Wala Hai Uski Khabar Huzoor ﷺ Ne Apne Sahaba Ko Pehli Hi Dedi Aur Bata Diya Ki Jab Aisa Waqt Aayega To Tumhara Ameer Hazrat Usman Hoga To Unki Aur Unke Saathiyo Ki Pairwi Karna_
*Reference Book*
Al-Mustadrak *[Arabic to Indonesian]*
Vol *6* Hadees *4541*
*Scan Page*
📗📄👇🏼

No comments:
Post a Comment
Don't comment any spam link in comment box