*Sahabi Ne Huzoor ﷺ Ki Qabr e Aqdas Ko Madad Ke Liye Pukara*
Hazrat Imam Ibn e *Abdul Barr* Al Mutawaffah *463* Hijri Likhte Hain
_Hazrat Hashim Bin Adi رضي الله عنه Se Riwayat Hai Banu Amir Qabila e Nabigha Jaadi Bashre Me Kheto Me Bhed Bakri Charaya Karte The Hazrat Usman e Ghani رضي الله عنه Ne Hazrat Abu Musa Ashari رضي الله عنه Ko Un Qabile Walon Ko Talab Karne Bheja Un Qabile Walon Ne Hazrat Abu Musa Ashari رضي الله عنه Dekhte Hi Kyun Kaha Aye Aal e Amir Ye Sunkar Sahabi e Rasool Hazrat Nabigha Jaadi رضي الله عنه Bhi Apni Qawm Ke Saath Nikle To Hazrat Abu Musa Ashari رضي الله عنه Ne Unse Pucha Ke Aap Kis Wajah Se Nikle Hain? Hazrat Nabigha رضي الله عنه Ne Jawab Diya Mene Apni Qawm Ki Dawat Qubool Ki Hai Ispar Hazrat Abu Musa Ashari رضي الله عنه Ne Hazrat Nabigha رضي الله عنه Ko Tazyane Lage To Hazrat Nabigha رضي الله عنه Ne Ye Ash'aar Kahe_
*Ya Qabr al Nabi. Ya Abu Bakr al Siddiq. Ya Umar al Khattab Ya Ghawsh Ana*
Translate
*Ya Rasool Allah ﷺ Ya Abu Bakr Ya Umar Hamari Fariyad Sunne Wale Beshaq Zaror Aap Sune*
Subhan'Allah
_Yani Pta Chala Ke Jab Sahabi Par Koi Mushkil Preshani Aati To Wo Huzoor ﷺ Ki Qabr e Aqdas Ko Madad Ke Liye Pukarte Aur Saath Hi Siddiq e Akbar Aur Farooq e Azam Ko Bhi Madad Ke Liye Pukarte_
*Ye Waqia Hazrat Usman e Ghani رضي الله عنه Ki Khilafat Ke Waqt Ka Hai Almost Huzoor ﷺ Ko Duniya Se Parda (Wisaal) Kiye Hue 30 Saal Hu Chuke Thay* Alhamdulilah Hum Sunni Barelvi Sahabi Ke Tarike Par Chalte Hai
*Reference Book*
Al istiyab fi Mariyatil As'hab
Page *738*
*Scan Page*
📄📗👇🏼

No comments:
Post a Comment
Don't comment any spam link in comment box