*Sahaba Se Muhabbat Iman Hai Aur Sahaba Se Bughz Kufr Hai*
_Hazrat Imam Abu Jafar *Tahawi* Al Mutawaffah *321* Hijri Likhte Hain_
*Hum Tamam Sahaba e Karaam Se Muhabbat Karte Hain Or Hum Inmese Kisi Ki Muhabbat Me Is Ke Haq Se Zada Nahi Badhte. Aur Na Hi Inmese Kisi Ki Sahabi Se Be'zari Ka Izhar Karte Hain. Hum To Unse Bughz (Nafrat) Rakhte Hain Jo Sahaba Kiraam Se Bughz Rakhta Hai. Aur Hum To Inse Bhi Bughz Rakhte Hain Jo Kisi Bhi Sahabi Ka Naam Ache Andaz Me Naam Nahi Leta .Hum Sahaba Kiraam Ka Tazkira Intehai Muhabbat Bhare Andaz Me Karten Hain. Sahaba Kiraam Ki Muhabbat Deen e Imaan Aur Ehsan Ki Alamat Hai Aur Sahaba Se Bughz Kufr Nifaq Aur Sarkashi Hai*
Tabhi To *Alahazrat* رضي الله عنه Farmate Hain
*Ahle'sunnat Ka Hai Beda Paar Ashaab e Huzoor Najm o Nao Hai itrat Rasool Allah ﷺ Ki*
Explains This Sher
*Yani Ahle'sunnat Jisko Aaj Pehchan Ke Liye Maslak e Alahazrat Kaha Jata Hai Iska Beda Paar Hai Kyunke Is Maslak Ke Ek Haath Me Sahaba Ka Daman Hai Aur Dusre Haath Me Ahle'bayth Ka*
*Reference Book*
Al-Aqidah al-Tahawiyyah *[English]*
Page *141*
*Scan Page*
📗📄👇🏼

No comments:
Post a Comment
Don't comment any spam link in comment box