Sunni hanafi Barelwi k aqaid ka saboot quran o hadees ki roshni me our badmajhab wahabi,deobandi,etc k batil aqaid ka radd quran o hadees ki roshni me scan k sathh pesh kiye gae hai


Sunday, July 19, 2020

Sahaba e Karaam Ke Jaisa Iman Lao

*Sahaba e Karaam Ke Jaisa Iman Lao*

Quran Sureh Baqra Ayat *137*

Tarjuma Translate
*Phir Agar Wo Bhi Yuhi Imaan Laye Jaise Tum (Sahaba) Laye Jab To Wo Hidayat Pa Gaye Aur Agar Muh Phere To Wo Bahut Hi Gumrahi Me Hai*

_Yani Is Ayat Me Allah Ta'ala Khud Irshad Farma Raha Hai Ki Iman Aise Lao Jaise Mere Habib ﷺ Ke Sahaba Laye Hain *Yani Allah Ta'ala Ko Sahaba Ka Iman Itna Pasand Hai Ke Quran Me Usko Bayan Kar Diya Aur Hukm Bhi De Diya* Ki Jo Sahaba Ke Jaisa Iman Laya Wo Hi Hidayat Par Qayam Hai Aur Allah Usse Raazi Hai_ *Aur Jo Sahaba Se Muh Mode Unki Tarah Iman Na Laye Wo Badtareen Gumrah Hai* Aur Allah Ki Uspar Lanat Hai

*Aaj Shia Rafziyo Ke Dalal Jo Sunni Libas Me Chupe Mulla Mujawar Gadda Nasheen Wagera* Naam Nihad Qadri Chishti Warsi *Hai Wo Sahaba Ko Maaz'Allah Summa Maaz'Allah Galiyan De Rahe Hai Unki Shan Ko Ghatane Ki Na'kam Koshish Kar Rahe Halake Sab Jahennam Raseed Ho Jayege Ek Din* To Pta Ye Chala Ke Ye Sab Qur'an Ki Roshni Me Badtareen Gumrahi Par Hai

*Dekhe Para Scan Hindi*
📗📄👇🏼

No comments:

Post a Comment

Don't comment any spam link in comment box

 *Huzoor ﷺ Ka ilm e Ghaib Aur Hazrat Isa* 𝐻𝑎𝑧𝑟𝑎𝑡 𝐼𝑚𝑎𝑚 *𝐴𝑏𝑢 𝐹𝑎𝑟𝑎𝑗 𝐼𝑏𝑛 𝑎𝑙-𝐽𝑎𝑤𝑧𝑖* Al Mutawaffah *597* Hijri Likhte ...