Sunni hanafi Barelwi k aqaid ka saboot quran o hadees ki roshni me our badmajhab wahabi,deobandi,etc k batil aqaid ka radd quran o hadees ki roshni me scan k sathh pesh kiye gae hai


Wednesday, July 29, 2020

Tasbih Aur Sahabi e Rasool

*Jis Jahil Gawar Se Badtar Ahle'hagees Wahabi Najdi Ne Ye Banaya Hoga Sach Me Isko Jahiliyat Ka Award Dena Chahiye* 🤣


_Hazrat Imam *Tirmizi* Al Mutawaffah *279* Hijri *Hasan* Hadith Code Karte Hain_

_Hazrat Saad Bin Abi Waqqas رضي الله عنه Se Riwayat Hai Aap Rasool Allah ﷺ Ke Saath Ek Aurat Ke Paas Gaye_ *Uske Aage Khajoor Ki Ghutliya Thi Ya Kankariya Padi Thi Unke Zariye Wo Tasbih Padha Karti Thi*

_Yani Ahle'hageeso Tum Log Ahle Jahil Ahle Gawar Bhi Ho Kya_

*Agar Wahabiyon Ahle'hageeso Ki Logic Par Chale Koi To Wo Duniya Me Ji Hi Nahi Sakta Jangal Me Jake Rahe* 🤣
Ahle'hagees 👉🏻🐒

*Reference Book*
Jame At Tirmizi *[Published by Saudi Najd Riyadh]*
Vol *6* Hadees *3568*
📄📗👇🏼
*Tasbih Aur Sahabi e Rasool*

_Hazrat Imam Abu Bakr Bin *Abi Shaybah* Al Mutawaffah *235* Hijri Likhte Hain_

*Hazrat Sa’ad Bin Abi Waqqas رضي الله عنه.  Tasbeeh Kankariyo Ya Ghutliyo Par Padhte The.*

*Reference Book*
Musannaf Abi Shaiba
Vol *5* Hadees *7740-&-741*
*Scan Page*
📗📄👇🏼

*Tasbih Aur Sahabi e Rasool*
Part *2*

_Hazrat Imam Muhammad Bin *Saad* Al Mutawaffah *230* Hijri Likhte Hain_

*Hazrat Abu Hurairah رضي الله عنه. Tasbeeh Raghdi Huwi Ghutliyo Par Padhte The.*

*Reference Book*
Tabqaat Ibn Sa’ad
Vol *5* Page *247*
*Scan Page*
📗📄👇🏼

*Tasbih Aur Sahabi e Rasool*
Part *3*

_Hazrat Imam Ahmad Bin *Hambal* Al Mutawaffah *241* Hijri Likhte Hain_

*Hazrat Abu Darda رضي الله عنه. Ke Paas Ek Basta Tha Jisme Khajoor Ki Ghutliya Thi Aur Jab Aap رضي الله عنه. Dopehar Ki Namaz Se Faarigh Hote Toh Wo Usko Nikalte Aur Uspar Ek Ke Baad Ek Tasbeeh Padhte, Hatta Ke Wo Ghutliya Khatam Hojaati.*

*Reference Book*
Az-Zuhd 
Page *175*
*Scan Page*
📗📄👇🏼



No comments:

Post a Comment

Don't comment any spam link in comment box

Huzoor ﷺ Ka ilm e Gaib Aur Yazeed Ka Fitna

 *Huzoor ﷺ Ka ilm e Gaib Aur Yazeed Ka Fitna* ¹ Hazrat Imam *Na'eem Bin Hammad* Bin Muawiya Al Mutawaffah *228* Hijri & ² Hazrat Ima...